Mustafa Aap Ke Jesa Koi Aaya Hi Nahi  Naat Lyrics

Mustafa Aap Ke Jesa Koi Aaya Hi Nahi
Aata Bhi Kese Jab Allah Ne Banaya Hi Nahi

Koi Saani Naa Hai RAB Ka Naa Mere AAQA Ka
Ek Ka Jism Nahi Ek Kaa Saaya Hi Nahi

Qabr Mein Jab Kaha Sarkaar Ne Ye Mera Hai,
Fir Firishto Ne Mujhe Haath Lagaaya Hi Nahi

Zulf WALLAIL Hai Rukh WADDUHA Maazaag Aankhe,
Is Tarah RAB Ne Kisi Ko Bhi Banayaa Hi Nahi

Lautkar Aa Gaya MAKKA’H Se MADEENA Naa Gayaa,
Kaise Jaata Tujhe AAQA Ne Bulayaa Hi Nahi

Jab Se Darwaze Pe Likha Hun Main AALAHAZRAT,
Koi Gustakhe NABI Ghar Mere Aaya Hi Nahi


Related Content

  1. Aap aye duniya vich door hoye gham
  2. Maine Rukh Kar Liya Madine Ka
  3. Baabe Haram Khula Hai Chati Ki Bahar Hai Lyrics
  4. Mojza Mere Nabi Ka Naat Lyrics
  5. Karam Jo Aapka Ay Sayyad E Abrar Ho Jaye  Naat Lyrics
  6. Meh Madine Chala (Naat Lyrics)
  7. Kaabay Ki Ronaq Kaabay Ka Manzar
  8. Aseeron Ke Mushkil Kusha Ghous e Azam
  9. Sarkar Bulae Kadmo Mai  Naat Lyrics
  10. Roze Ki Deewar Se Rishta Jor Liya  Naat Lyrics
  11. Na Kahin Se Door Hein Manzilen  Naat Lyrics
  12. Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)
  13. Taybah Ki Hai Yaad Aayee Ab Ashk Bahaanay Do
  14. Aisa Tujhe Khaaliq Ne Tarahdaar Banaya
  15. Jab Gunmbaday Khuzra Pae Woh Pehli Nazar Gae
  16. Karam Karam Mola
  17. Konain De Wali Da Darbar Bara Sohna  Naat Lyrics
  18. Ravi De Kande Mere Data Dera Laya  Naat Lyrics
  19. Duniya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da  Naat Lyrics
  20. Sab Se Aola Woh Aala Hamara Nabi (Naat Lyrics)

Leave a comment