Na Kahin Se Door Hein Manzilen  Naat Lyrics

Na Kahin Se Door Hein Manzilen, Na Koi Qarib Ki Baat He
Jisse Chahe Usko Nawaaz De, Ye Dare Habib Ki Baat He

Jisse Chaha Darpe Bula Liya, Jisse Chaha Apna Bana Liya
Ye Bare Karam Ke He Faisle, Ye Bare Naseeb Ki Baat He

Na Kahin Se Door Hein Manzilen, Na Koi Qarib Ki Baat He
Jisse Chahe Usko Nawaaz De, Ye Dare Habib Ki Baat He

Woh Khuda Nahin Ba Khuda Nahin, Woh Magar Khuda Se Juda Nahin
Woh Hein Kya Magar Woh He Kya Nahin, Ye Muhib Habib Ki Baat He

Na Kahin Se Door Hein Manzilen, Na Koi Qarib Ki Baat He
Jisse Chahe Usko Nawaaz De, Ye Dare Habib Ki Baat He

Mein Buron Se Lakh Bura Sahi, Magar Unse He Mera Waasta
Meri Laaj Rakhle Mere Khuda, Ye Tere Habib Ki Baat He

Na Kahin Se Door Hein Manzilen, Na Koi Qarib Ki Baat He
Jisse Chahe Usko Nawaaz De, Ye Dare Habib Ki Baat He

Tujhe E Munawware Be Nava, Dare Shah Se Chahiye Aur Kya
Jo Naseeb Ho Kabhi Saamna, To Bare Nasib Ki Baat He

Na Kahin Se Door Hein Manzilen, Na Koi Qarib Ki Baat He
Jisse Chahe Usko Nawaaz De, Ye Dare Habib Ki Baat He


Related Content

  1. Tere Paak Naam Pe Aye Khuda Hamd Lyrics
  2. Meri Ulfat Madine Se Lyrics
  3. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
  4. Taiba Bula Lijiye Na
  5. Aadha Idhar Aadha Udhar
  6. MILTI HE MUHAMMAD KI KHAIRAAT MADINE ME
  7. Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi
  8. Apni Rehmat Ke Sumandar Mein Utar Jaane De Naat Lyrics
  9. AAJ ASHK MERI NAAT SONAA?E TO AJAB KYA
  10. Fariyad Gause Aazam  Naat Lyrics
  11. Aaj Muhammad aye moray ghar
  12. Khuda Ka Zikr Kare  Naat Lyrics
  13. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  14. Sunehri Jalion Ko Nazar Aane
  15. Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah (Naat Lyrics)
  16. Balaghal Ula Bi Kamalihi
  17. Dil Dard Se Bismil Ki Tarha Laut Raha Ho  Naat Lyrics
  18. Muh Se Ek Baar Laga Laytey Jo Maula Pani   Naat Lyrics
  19. Mein So Jaoo Ya Mustafa Kehte Kehte  Naat Lyrics
  20. Hum Khak Hain Aur Khak Hi Mawa Hain Hamara  Naat Lyrics

Leave a comment