Ankhouen mein bas geya hai Madina huzoor (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka
Be kas ka aasera hai Madina huzoor ka
Phir ja rahe hai ahle Mohabbat ke qafle
Phir yaad aa raha hai Madina huzoor ka
Nabiyouen mein jaise afzal-o-A’ala hai mustafa
Sherouen mein baadshah hai Madina huzoor ka
Jab se qadam pare hai risalat ma’aab ke
Jannat se bar geya hai Madina huzoor ka
Har zara zara apni jagga ma’ahataab hai
Kya jagma’ga raha hai Madina huzoor ka
Qudsi bhi chumthe hai addab se yahan ki khaaq
Qismat mein jhometha hai Madina huzoor ka
Ho naaz kyoun na is ko Neyazi naseeb par
Jis ko bhi mil geya hai Madina huzoor ka
Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics
Related Content
- Abr E Karam Gesoo E Muhammad
- Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa
- Sarkar Bulae Kadmo Mai Naat Lyrics
- Madine Ke Zaa-ir Salaam Unse Kehna Naat Lyrics
- Aj Sik Mitran Di Wadheriye Kyun Dilri Udaas Ghaneri
- Karam Karte Ho Rehte Ho Karam Kartey Hee Rehna Tum
- Meri Jholi Main Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke Naat Lyrics
- Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
- Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
- May So Jaoo Ya Mustafa Kehtey Kehtey (Naat Lyrics)
- TERI JALIYON KE NEECHE
- Aa Dil Main Tujhe Rakh Loun
- Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein Naat Lyrics
- Ae Mowla Ik Baar Dikhadey Jalwa Kamli Waley Ka
- Karbala K Jan Nisaro Ko Salam Naat Lyrics
- Ajmer ka safar ab mujko ata ho khwaja
- Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
- Aaj Muhammad aye moray ghar
- Mein Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics
- Na Tera Khuda Koi Aur Hai Lyrics