May So Jaoo Ya Mustafa Kehtey Kehtey (Naat Lyrics)

May so jaoo Ya MUSTAFA (S.A.W.W) kehtey kehtey
Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey

Sitam pay Sitam seh gaey dushmano kay
Habeeb-e-KHUDA, Ya KHUDA kehtey kehtey

May so jaoo Ya MUSTAFA(S.A.W.W) kehtey kehtey
Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey

Guzarte thay kaantey bharrey raasto say
RASOOL-e-KHUDA, Marhaba kehtey kehtey

May so jaoo Ya MUSTAFA (S.A.W.W) kehtey kehtey
Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey

Huwey surkhuru Aap her maarkey may
Fakat Rabbana , Rabbana kehtey kehtey

May so jaoo Ya MUSTAFA (S.A.W.W) kehtey kehtey
Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey

Shahe her do Aalam ne naam-e-jabee say
Bhara paet shukrey KHUDA kehtey kehtey

May so jaoo Ya MUSTAFA (S.A.W.W) kehtey kehtey
Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey

Andheiroo may ham ne kiya hay ujaala
Aqeedat sey Noor-ul-Huda kehtey kehtey

May so jaoo Ya MUSTAFA (S.A.W.W) kehtey kehtey
Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey

Dilley muztarib ko qaraar aagya hay
Shabo roz Ya MUJTABA (S.A.W.W) kehte kehte

May so jaoo Ya MUSTAFA (S.A.W.W) kehtey kehtey
Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey

Museebat kay maaro kathan manzillo say
Guzer jaoo Ya Mustafa kehtey kehtey

May so jaoo Ya MUSTAFA (S.A.W.W) kehtey kehtey
Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey


Related Content

  1. Munawwar Meri Aankhon Ko Mere Shamsud Duhaa Kar Dein  Naat Lyrics
  2. Jab Gumbad-E-Khazra Pe Wo Pehli Nazar Gayi
  3. Khusravi Achi Lagi Na Sarwari Achi Lagi  Naat Lyrics
  4. Kaliyaan Zulfaa Wala Dukhi Dillan Daa Sahaara  Naat Lyrics
  5. Arsh Ka Dulha Aaya Hai
  6. Konain De Wali Da Darbar Bara Sohna  Naat Lyrics
  7. Na Kahin Se Door Hein Manzilen  Naat Lyrics
  8. Do Jahaan Ke Waali Ka  Naat Lyrics
  9. Karam Karam Mola
  10. Pesh E Haq Muzhda Shafa-at Ka Sunate Jaenge Lyrics
  11. Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte  Naat Lyrics
  12. Sunehri Jalion Ko Ab Nazar Aane Ka Muqam Do  Naat Lyrics
  13. Main To Khud Unke Dar Ka Gada Hoon Naat Lyrics
  14. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh
  15. aaka ko pukar bande aaka pukar
  16. Muhammad Ke Ghulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Lyrics
  17. Man Kunto Maulaa  Naat Lyrics
  18. Noor Wala Aya Hai Naat Lyrics
  19. Noorani Darbaar Madine Waale Ka
  20. Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai  Naat Lyrics

Leave a comment