Pare Pare Pe Likhkha Hai Aaka Ka Naam  Naat Lyrics

Pare Pare Pe Likhkha He Aaqa Ka Naam

Piyare Aaqa Muhmmad Pe Lakho Salam

Ya Khuda Ham Garibon Ki Fariyaad Sun

Be-Kaso Bad-Nasibo Ki Fariyaad Sun

Taybah Wale Muhmmad Ki Ummat Hen Ham
Sach To Ye Hen Ke Teri Aamanat He Ham

Phir Bhi Duniya Me Koi Hahara Nahin

Ham  Garibon Ka Koi Sahara Nahin

Kyo Satata He Zalim Zamana Hame

Koi Aasa Nahin He Mitana Hame

He Hamari Zaban Pe Muhmmad Ka Naam

Paare Paare Pe Likhkha He………………….

Dil Mai Umara Huwa Gam Ka Tufan He

Phir Bhi Gafalat Me Harek Muslaman He

Kis Liye Apni Dolat  Pe Phoola He Tu

Tayabah Wale Muhmmad Ko Bhula He Tu

Hay Kya Ho Gaya Tere Imaan Ko

Taak Par Rakh Diya Tune Kuran Ko

Dil Mai Kya Tere Aaqa Ki Ulfat Nahin

Tuj Ko Masjid Me Jane Fursat Nahin

Dino Ima Se Muh Mor Betha He Tu

Zikre Maula Ko Kyu Chhor Betha He Tu

Kyu Nahin Tere Lab Pe Yahi Subho Sham

Paare Paare Pe Likhkha He

KHero Barkat Ka Saman Lae Nabi

Inteha Ye Ke Kuran Lae Nabi

Be-Saharo Ko ‘Anwar’ Sahara Mila

Marhaba Dubato Ko Kinara Mila

Jisko Sarkar Ka Aasra Mil Gaya

Ye Samaj Lo Ke Usko Khuda Mil Gaya

Lab Jo Khole Muhmaad Ne Takrir Ko

Tor Dala Gulami Ki Zanzir Ko

Ho Gae Gam Mai Aazad Sare Gulam

Paare Paare Pe Likhkha He


Related Content

  1. Allah Ke Huzoor Me Sar Ko Jhukaa Ke Dekh
  2. Sab Se Aola Woh Aala Hamara Nabi (Naat Lyrics)
  3. Aaya Ramzan ka Mahina Kafila chala soo-e-Madina lyrics
  4. Maine Rukh Kar Liya Madine Ka
  5. Sunni Musalman Mai Sunni Musalman  Naat Lyrics
  6. Munawwar Meri Aankhon ko Naat Lyrics
  7. OWAISION MEIN BAITH JA BILALIYON MEIN BAITH JA
  8. Qadri Aastana Salamat Rahe  Naat Lyrics
  9. Ae Sabz Gumbad Wale Lyrics
  10. Nabi Ki Naat Me Padh Lun To Koi Baat Nahi
  11. Muhammad Ke Ghulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Lyrics
  12. Tera Khaawan Main Tere Geet Gaawan, Ya Rasoolallah (Naat Lyrics)
  13. Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge
  14. Fauze Ghum Ki Baraa Bar Chadhayi Hai  Naat Lyrics
  15. Mujhe Rang De Maula
  16. Ae Shahenshah e Madina Assalat o Wassalam
  17. MANGHTE HE KARAM UNKA SADAA MANGHRAHE HE
  18. Kaba Lyrics
  19. Allah Ho Allah Ho Dum Ba Dum Allah Ho (Naat Lyrics)
  20. Faraz E Arsh Ne Chuma Hussain Ka Sajda  Naat Lyrics

Leave a comment