Allah Ke Huzoor Me Sar Ko Jhukaa Ke Dekh
Allah Ke Huzoor Mein Sar Ko Jhuka Ke Dekh
Milta Hai Kiya Namaz Mein, Sajde Mein Ja Ke Dekh
Milta Hai Kiya Namaz Mein, Sajday Mein Ja Ke Dekh
Woh Kushnaseeb Hai, Jise Manzoor Hai Namaz X2
Momin Ki Paak Rooh Ka Ik Noor Hai Namaz
Shaitan Ki Bohat Say Bohat Door Hai Namaz
Dil Ko Khuda Ki Yaad Ka Maskan Bana Kay Dekh
Milta Hai Kiya Namaz Mein, Sajde Mein Ja Ke Dekh X2
Barkat Hazar Saath Hai Lati Hai Yeh Namaz X2
Jalwa Khuda Ka Saath Dekhati Hai Yeh Namaz
Bande Ko Apne Rab Say Milati Hai Yeh Namaz
Milna Hai Agar Khuda Say, Musalah Bicha Ke Dekh
Milta Hai Kiya Namaz Mein, Sajde Mein Ja Ke Dekh X2
Munkir Nakeer Qabr Mein Poochein Gay Jab Hisaab X2
Day Gi Namaz Khud Hi Namazi Ka Sab Jawab
Mitt Jaye Ga Namaz Say Sab Qabr Ka Azab
Uss Rab Ul Alameen Say Toh Loh Laga Ke Dekh
Milta Hai Kiya Namaz Main, Sajda Main Ja Ke Dekh X2
Uss Rab E Zuljalal Ki Marzi Namaz Hai X2
Bakhshish Ki Aur Najat Ki Sirhi Namaz Hai
Darwaza E Bahisht Ki Kunji Namaz Hai
Sab Kuch Mile Ga Khud Ko Namazi Bana Ke Dekh
Milta Hai Kiya Namaz Mein, Sajde Mein Ja Ke Dekh X2
Woh Rab Ul Alameen Hai, Mukhtar Hai Wohi
Rehman Hai, Raheem Hai, Ghafar Hai Wohi
Beshak Teri Namaz Ka Haqdar Hai Wohi
Naraz Ho Na Jaye, Ooh Bande Khuda Ke Dekh
Milta Hai Kiya Namaz Mein, Sajde Mein Ja Ke Dekh X2
Allah Ke Huzoor Sar Ko Jhuka Ke Dekh X2
Milta Hai Kiya Namaz Mein, Sajde Mein Ja Ke Dekh
Allah Ke Huzoor Me Sar Ko Jhukaa Ke Dekh
Related Content
- Ek Ghuzarish Naat Lyrics
- Tu Kareen hi Jo Thehra Tu Karam Ke Kiya Thikane (Naat Lyrics)
- Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat
- Tadap Raha Hu Madine Ki Haazri Ke Liye Naat Lyrics
- Ya Nabi Ya Nabi
- Ekh Talab He Ekh Hi Khoo La Ilaha Illahu (Naat Lyrics)
- Aaya Ramzan ka Mahina Kafila chala soo-e-Madina lyrics
- Mein Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics
- Bheeni Suhani Subh Mein Thandak Jigar Ki Hai
- Mujhe Apna Bana Lo Tum Khudara Naat Lyrics
- Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain Naat Lyrics
- Rehbar O Taaj E Shariat Hai Aaaj Bhia Naat Lyrics
- Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte Naat Lyrics
- Zahe Muqaddar Huzoor-E-HaqSe
- Ham Faqeeron Ko Madeene
- MEHBOOB DA MELA AE
- Madina Sadi Jaan Hai Lyrics
- Maah E Rabi Ul Awwal Aaya Naat Lyrics
- Noor ke motiyon ki larri ban gai
- Qadri Aastana Salamat Rahe Naat Lyrics