Taiba Bula Lijiye Na

Taiba Bula Lijiye Na, Taiba Bula Lijiye Na

Taiba Bula Lijiye Na, Taiba Bula Lijiye Na

Aaqaa, Taiba Bula Lijiye Na

Taiba Bula Lijiye Na,

Idher Bhi Nigah-e-Karam Ho Khudara

Kabhi To Muqadar Ka Chamke Sitara

Meri Umer Guzri Teri Baarga Mein

Duaon Ka Daman Bichchate Bichchate

Ab To Karam Ho Khudara

Taiba Bula Lijiye Na, Taiba Bula Lijiye Na

Aaqaa, Taiba Bula Lijiye Na

Taiba Bula Lijiye Na,

Muqader mein Mere Woh Noori Ghari Ho

Fiza-e-Haram Ho, Diyaar-e-Nabi Ho

Dar-e-Mustafa per Meri Hazri Ho

Nadamat Ke Ansoo Bahate Bahate

Ab To Karam Ho Khudara

Taiba Bula Lijiye Na, Taiba Bula Lijiye Na

Aaqaa, Taiba Bula Lijiye Na

Taiba Bula Lijiye Na,

Tere Dar Pe Aoon, Mein Ban ke Sawali

Rahe Samne Tere Rozay Ki Jaali

Gareebon ke Mola, Yateemon ke Wali

Bari Dair Kar Di Bulate Bulate

Ab To Karam Ho Khudara

Taiba Bula Lijiye Na, Taiba Bula Lijiye Na

Aaqaa, Taiba Bula Lijiye Na

Taiba Bula Lijiye Na,

Nigahon Mein Ho Sabz Gumbad Ke Jalwe

Labpon Per Hon Teri Inayat Ke Nagmay

Shab o Roz Guzre Niyazi Ke Aaqa

Tera Zikar e Anwar Sunate Sunate

Ab To Karam Ho Khudara

Taiba Bula Lijiye Na, Taiba Bula Lijiye Na

Aaqaa, Taiba Bula Lijiye Na

Taiba Bula Lijiye Na,


Related Content

  1. Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani
  2. Dil Pareshan Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  3. Aap aye duniya vich door hoye gham
  4. Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa
  5. MEHBOOB DA MELA AE
  6. Main Madine Chala  Naat Lyrics
  7. Dil Madina Mera Bana Aaqa Naat Lyrics
  8. Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada   Naat Lyrics
  9. Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara
  10. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai  Naat Lyrics
  11. Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana
  12. Sakhi Piya Ko Jo Main Na Dekhon (Naat Lyrics)
  13. Meray Aqa Meray Lajpaal Madinay Waley (Naat Lyrics)
  14. Jhoole Jhoole Pyare Mohammad  Naat Lyrics
  15. Maqsad E Aalam E Hayaat E Nabi
  16. Kaabe Ke Badrud Duja Tum Pe Karoron Durood  Naat Lyrics
  17. TARON MEIN ROSHNI
  18. Ali Haidar ka gharana
  19. Meri Tauba Meri Tauba  Naat Lyrics
  20. Na Ho Aram Jis Bimar Ko Sare Zamane Se  Naat Lyrics

Leave a comment