Aey Mere Mola Mola Mola

Apna Haram dikha de Dono jahan ke Malik

Kismat Meri Jaga De Dono Jahan Ke Malik

Aye Mere Mola Mola Mola Mola

Aey Mere Mola Mola Mola Mola

Barson se Arzoo Hai -Taiba Ki Arzoo Hai

Ek Baar hi Dikha DE Har Saal hi Dikha de Dono Jahan Ke Malim

Aye Mere Mola Mola Mola Mola

Aey Mere Mola Mola Mola Mola

Ishq-eNabi ki Khusboo Karya-e-Jaan Main Rkha De

Ulfat Main Dil Basa De- Dono Jahan ke Malik

Aye Mere Mola Mola Mola Mola

Aey Mere Mola Mola Mola Mola

Duniya o Akhirat ke Har Gham se Tu Bari Hai

Mujda Mujhe Suna De Dono Jahan ke Malik

Aye Mere Mola Mola Mola Mola

Aey Mere Mola Mola Mola Mola

Duniya ke Har Sitam se Uqba ke Har Alam se

Daman Mera Chupa de Dono Jahan ke Malik

Aye Mere Mola Mola Mola Mola

Aey Mere Mola Mola Mola Mola

Baitha Nabi ke Dar Jiss Dam ko Yeh Gada Hai

Uss Dam isse Pana de Dono Jahan ke Malik

Aye Mere Mola Mola Mola Mola

Aey Mere Mola Mola Mola Mola


Related Content

  1. Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
  2. Madani Madine Waale (Naat Lyrics)
  3. Tala Al Badru Alyna
  4. Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman
  5. MAIN MANGTA HAAN TERE ISHQ DA NAAT LYRICS
  6. Allah Ho Allah Ho Dum Ba Dum Allah Ho (Naat Lyrics)
  7. AA GAYE MUZDA SHAFAAT KA SUNANE WALE
  8. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye
  9. MILTI HE MUHAMMAD KI KHAIRAAT MADINE ME
  10. Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki  Naat Lyrics
  11. Jannat Mein Leke Jayegi Chahat Rasul Ki  Naat Lyrics
  12. Muh Se Ek Baar Laga Laytey Jo Maula Pani   Naat Lyrics
  13. Banda Milne Ko Kareeb Hazrat E Qadir Gaya Naat Lyrics
  14. Ya Nabi Ya Rasool
  15. Falak Ke Naazaro Zameen Ki Bahaaro  Naat Lyrics
  16. Aane Walon Yeh To Batao Lyrics
  17. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi
  18. Madina Sadi Jaan Hai Lyrics
  19. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh
  20. Tumhi Arsh Say Farsh Par Janay Walay (Naat Lyrics)

Leave a comment