Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri

Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri

Farsh Kiya Arsh Pe Jaari Hai Hukumat Teri

Jholiyan Khol Ke Be Samjhe Nahi Doar Aaye

Hamein Malum Hai Daulat Teri, Aadat Teri

Humen Malum Hai

Ke Wah Kiya Joodh-o-Karam Hai Shahe Bat’ha Tera

Ke Nahi Sunta Hi Nahi Maangne Wala Tera

Tu Jhooliyan Khool Ke Be Samjhe Nahi Doar Aaye

Humen Malum Hai Daulat Teri Aadat Teri

Tu Hi Hai Mulk-e-Khuda Milk-e-Khuda Ka Malik

Raaj Tera Hai Zamaane Main Hukumat Teri

Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri

Majma-e-Hashr Main Ghabrayi Hoi Phirti Hai

Dhoondne Nikli Hai Mujrim Ko Shafa’at Teri

O Chain Paayen Gay Tarapte Howe Dil Mehshar Main

Gham Kisse Yaad Rahe Dekh ke Soorat Teri

Dekhne Waale Kahan Karte Hain Allah Allah

Ke Yaad Aata Hai Khuda Dekh Ke Soorat Teri

Aur Hum ne Mana ke Gunahon Ki Nahi Had Lekin

Tu Hai Un Ka Tu Hassan,-Teri hai Jannat Teri

Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri

Farsh Kiya Arsh Pe Jaari Hai Hukumat Teri


Related Content

  1. MERE BAGHDAADI GHAUSUL ANAAM NAAT LYRICS
  2. Jo Guzar Nasib Ho Aey Saba Kisi Din Diyaare Hijaaz Mein
  3. Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu
  4. Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai   Naat Lyrics
  5. Dil Dard Se Bismil Ki Tarha Laut Raha Ho  Naat Lyrics
  6. Jhoole Jhoole Pyare Mohammad  Naat Lyrics
  7. Apni Lagan Laga De
  8. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein  Naat Lyrics
  9. Ay Deen E Haq Ke Rehbar Tum Par Salaam Har Dam
  10. Farishtay Jis Kay Zaa’ir Hain Madinay Main Woh Turbat Hay  Naat Lyrics
  11. Aanay Walo Yay To Bataao Shehr Madina Kaisa Hai (Naat Lyrics)
  12. Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah (Naat Lyrics)
  13. Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi
  14. Dil Dard Se Bismil Ki Tarah Lot Raha Ho Naat Lyrics
  15. Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi
  16. Sunni Musalman Mai Sunni Musalman  Naat Lyrics
  17. Dil Se Hazaar Baar Madinah Tujhe Salaam Lyrics
  18. Sun Lo Khuda Kay Wastay Apnay Gada Ki Arz  Naat Lyrics
  19. Muhammad Ke Shaher Mein   Naat Lyrics
  20. MERI BAAT BAN GAYI HAI

Leave a comment