Subha Taibah Me Hui Bat’ta Hain Baada Noor Ka  Naat Lyrics

Mai Toh Miladi Hu…. Miladi Hu… Miladi Hu….Ghar Ghar Har Gali Me Gunji Hai Sadaein Marhaba
Jhanda Uthake Har Koi
Kehta Hai Marhaba (X2)

Milad Ke Mele Saje
Aashiq Sabhi Khush Ho Gaye (X2)
Are Bachche Bade Yeh Kehne Lage
Mai Toh Miladi Hu (X2)

Jashne Wiladat Ki Raunak Pe Yaaro
Marte Hai Sunni Marte Rahenge (X2)
Apne Nabi Ki Azmat Ka Charcha
Karte Hai Sunni Karte Rahenge (X2)
Bachche Bade Yeh Kehne Lage
Mai Toh Miladi Hu (X2)

Mausam Kuch Aisa Sardi Ho Garmi Bhi
Mai Toh Manau Jashne Wiladat (X2)
Shehro Me Ghumu Gau Mai Jau
Mai Toh Manau Jashne Wiladat (X2)
Are Bachche Bade Yeh Kehne Lage
Mai Toh Miladi Hu (X2)

Safro Gazar Me Gaadi Me Bus Me
Hu Rail Me Ya Paidal Chalu Mai
Ishqe Nabi Ka Jhanda Uthaye
Zikre Mohammed Karta Rahu Mai (X2)
Bachche Bade Yeh Kehne Lage
Mai Toh Miladi Hu (X2)

Galiyo Mohallo Me Khushiya Hi Khushiya
Jalse Juluso Me Anvar Barse
Aamad Ki Naate Ghar Ghar Me Gunji
Aaye Mohammed ,Sarkar Aaye
Milad Rally Mehdood Karna
Chaho Toh Fir Bhi Kar Nahi Sakte
Hum Rallyon Ki Karna Hifazat
Khud Jante Hai Dar Nahi Sakte (X2)
Are Bachche Bade Yeh Kehne Lage
Mai Toh Miladi Hu (X2)

Hum Se Yeh Kaape Tehsar Aur Kisra
Daudaye Hum Ne Dariya Me Ghode
Aye Kafiro Tum Takkar Na Lena
Hum Saari Duniya Me Faile Huye Hai (X2)
Are Bacche Bade Yeh Kehne Lage
Mai Toh Miladi Hu (X2)

Wo Din Bhi Aaye Allah Ke Ghar Me
Hum Bhi Ujagar Mehfil Sajaye (X2)
Jaaye Wiladat Se Mashal Utha Kar
Aamad Ki Makke Me Dhoome Machaye (X2)
Hathiyaar Jinke Haatho Me Honge
Unko Mohabbat Ka Paigam Dunga
Mai Inquilabi Jasbe Se Yaaro
Naate Nabi Ki Padta Rahunga (X2)


Related Content

  1. Chamane Taiba Mein Sumbul Jo Sawaare Gesu
  2. BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI
  3. Baat Kar Madine Ki Naat Lyrics
  4. Agayaa Wo Noore Waala Jiska Saara Noor He (Naat Lyrics)
  5. Dil Dard Se Bismil Ki Tarah Lot Raha Ho Naat Lyrics
  6. Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics
  7. Bigri Banaa-o Makki Madani (Naat Lyrics)
  8. Azal Ki Khushboo Ho Jismein
  9. Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada   Naat Lyrics
  10. AI SABZE GHUMBADH WALE MANZOOR DUA KARNA
  11. Kharab Hal Kiya Dil Ko Pur Malal Kiya  Naat Lyrics
  12. Soona jungle raat andheri chaye hai
  13. Ali Haidar ka gharana
  14. Gar Talab Sey Kuch Masewa Chahey
  15. Mustafa E Zaat E Yakta Aap Hain  Naat Lyrics
  16. Sakhi Piya Ko Jo Main Na Dekhon (Naat Lyrics)
  17. DIL KI MURAAD PAA?E GHE AAJ NAHEIN TO KAL SAHEE
  18. Barhy jo karky vo
  19. Aaka Ko Pukar Bande Aaka Pukar
  20. Karbala K Jan Nisaro Ko Salam  Naat Lyrics

Leave a comment