Khak Muj Me Kamal Rakhkha Hai  Naat Lyrics

Khaak mujh me kamaal rakha hai
Mustafa ne sambhal rakha hai

Mere aaybo pe daal kar parda
Apne accho me daal rakha hai

Sab ne thukra diya toh kya parwah
Aap ne toh khayaal rakha hai

Unki rehmat nahi fakat hum par
Gair ka bhi khayaal rakha hai

Usko koi gira nahi sakta
Jisko tum ne sambhal rakha hai

Jo tumhara nahi usse hum ne
Apne dil se nikaal rakha hai

Unke qadmo me maut aa jaye
Bas yahi ek sawal rakha hai

Tera Ejaaz kab ka mar jata
Tere tukdo ne paal rakha hai


Related Content

  1. Noor E Ahmed Ki Ziyaa Hai Maslak E Ahmed Raza  Naat Lyrics
  2. Allah Nabi Da Naam Layye Allah Nabi Da
  3. Eh Sarware Duniya O Deen  Naat Lyrics
  4. Ban Ke Noor E Khuda Mustafa Agaye
  5. Arsh Ka Dulha Aaya Hai
  6. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat
  7. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  8. Mustafa Aap Ke Jesa Koi Aaya Hi Nahi  Naat Lyrics
  9. Muhammad Ke Ghulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Lyrics
  10. Sahar Ka Waqt Hai Masum Kaliya Muskurati Hain  Naat Lyrics
  11. Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki  Naat Lyrics
  12. Bheeni Suhani Subh Mein Thandak Jigar Ki Hai  
  13. REHAM KARO YA SHAH-E-DO AALAM
  14. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar
  15. Shahe Madina Taiba Bulalo Shahe Madina Naat Lyrics
  16. Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya
  17. Qadri Aastana Salamat Rahe  Naat Lyrics
  18. Konain De Wali Da Darbar Bara Sohna  Naat Lyrics
  19. Karam Jo Aapka Ay Sayyad E Abrar Ho Jaye  Naat Lyrics
  20. Islam Zindabad, Islam Zindabad

Leave a comment