Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)

Ya Rabb Tere Mahboob ka Jalwa nazar aaye
Is Noor Mujassam ka Saraapa nazar aaye

Ay kaash kabhi aisa bhi ho kwaab me mere
Hoon jis ki Gulaami me who Aqaa nazar aaye

Ta Hashr meri qabar me ho jaaye ujaala
Marqad me jo Un ka ruke zebaa nazar aaye

Jis dar ka banaaya he ghadaa mujh ko Ilaahi
Is dar pe kabhi kaash ye maghta nazar aaye

Roshan rahe aankhen ye meri ba?de fana bhi
Gar waqt nazaa?e ho Shahe Waala nazar aaye

Kis aankh ne dekhi he misaal ankhi jahan me
Sarkaar too konain me yakta nazar aaye

Kaaba ay Riaz is ko banaalo me dil ka
Gar Naqshe Qadam mujh ko Nabi nazar aaye


Related Content

  1. Aankhen purnoor karu dekh ke chehra unka
  2. MADINE KA SAFAR HAI AUR MAIN NAMDEDA NAMDEDA NAAT LYRICS
  3. Dil Mein Ho Yaad Teri Gosha E Tanhaii Ho  Naat Lyrics
  4. Mashgala Aisa Batao Ke Zara  Naat Lyrics
  5. Tere Qadmo Me Aana Mera Kaam Tha
  6. Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat  Naat Lyrics
  7. Aya Na Hoga Is Tarha, Husn O Shabab Ret Par
  8. Kaabay Ki Ronaq Kaabay Ka Manzar
  9. Kaabe Ke Dar Ke Saamne Maangi Hai Dua Faqat  Naat Lyrics
  10. Sidra Se Bhi Aage Kaun Gaya Jibril E Amin Se Poocho  Naat Lyrics
  11. Sunni Musalman Mai Sunni Musalman  Naat Lyrics
  12. Wah Kya Joodo Karam Tazmeen
  13. Dekhte Kya Ho Ahle Safa
  14. Sare Jahan Se Achha Hai Sange Dar Tumhara  Naat Lyrics
  15. Chamak Tujh Say Paatay Hain
  16. TERI JALIYON KE NEECHE
  17. Lab Pe Naat Paak Ka Naghma Kal Bhi Ta
  18. Lo Madine Ki Tajjali Se Lagaye Huwe Hain  Naat Lyrics
  19. Eh Sarware Duniya O Deen  Naat Lyrics
  20. Ali Haidar ka gharana

Leave a comment