Ham Dar-E-Aaqa Pay Sar Apna Jhuka Letay Hain   Naat Lyrics

Ham Dar-E-Aaqa  Pay Sar Apna Jhuka Letay Hain
Sach Bataana Array Duniya Tera Kya Letay HainUss Ko Aankho Pay Bithaatay Hain Zamaane Waalay
Jiss Ko Mehboob -E-KHUDA Apna Bana Letay Hain

Waqt Ki Kaif Nahee Hay Ye Karam Ki Baatein
Jab Bhi Sarkaar  Ki Marzi Ho Bula Letay Hain

Gham Kay Maarou Ka Tabeebo Na Karo Koi Elaag
Ham Ghame Ishq-E-Nabi  May Bhi Maza Letay Hain

Patharou Tum Tou Ho Pathar Magar Aaqa  Meray
Tum Say Gar Chaheu Tou Kalma Bhi Parha Letay Hain

HAM DAR-E-AAQA PAY SAR APNA JHUKA LETAY HAIN NAAT LYRICS

Jab Nahi Milti Kahee Say Bhi Sukooun Ki Daulat
Teri Mefil Teray  Dewaanay Saja Letay Hain

Ye Bhi Sarkaar) Ki Rehmat Hay Karam Hay Unka
Ham Jahaa Jaey Wahaa Rang Jamaa Letay Hain

Gumbad-E-Khazra KHUDA Tujh Ko Salaamat Rakhay (Aameen)
Dekh Letay Hain Tujhay Pyaas Bujha Letay Hain


Related Content

  1. Sunehri Jalion Ko Ab Nazar Aane Ka Muqam Do  Naat Lyrics
  2. Tumhi Arsh Say Farsh Par Janay Walay (Naat Lyrics)
  3. Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota (Naat Lyrics)
  4. Dil Pareshan Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  5. Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada   Naat Lyrics
  6. Sahar Ka Waqt Hai Masum Kaliya Muskurati Hain  Naat Lyrics
  7. Piraane Pir, Meri Bigri Banaao  Naat Lyrics
  8. Sarkaar Ke Qadmo Mein  Naat Lyrics
  9. parho woh matlaye noori sanaye mahre Anwar ka Lyrics
  10. Mein Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics
  11. Ajab Rang Par Hain Bahaar E Madina
  12. Jhoole Jhoole Pyare Mohammad  Naat Lyrics
  13. Mera Dil Tadap Raha Hai  Naat Lyrics
  14. Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics
  15. Aane Walon Yeh To Batao Lyrics
  16. Banke Sail Madine Noo Lyrics
  17. Koi Saleeqa Hai Aarzoo Ka Na Bandagi Meri Bandagi Hai  Naat Lyrics
  18. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari   Naat Lyrics
  19. Dil Dard Se Bismil Ki Tarah Lot Raha Ho Naat Lyrics
  20. Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics

Leave a comment