Tumhi Arsh Say Farsh Par Janay Walay (Naat Lyrics)

Tumi Farsh say Arsh par janay walay

Tumi Namatein Haq se dilwanay walay

Teray aagay sab hath philanay walay

Maira dil bhi chamkaa de chamkanay walay

Sawari se apni tu jiss dum utarna

Madinay kay Zaier Zara tu Sanbhalna

Kay yahan tha mairay Mustafa(S.A.W) ka guzarna

Aray Sar ka mooka hai Ooh janay walay

Hain Kabay kay jalway bhi mana ke achay

Magar main Madinay ke azmat kay sadkay

Issay hai Nisbat Mairay Mustafa(S.A.W) se

Madinay ke Khittay Khuda Tujh ko rakhay

Gariboon Faqiroon ke Tehranay walay

Maira dil bhi chamkaa de Chamkanay walay


Related Content

  1. Mere Aaqa Aaye Jhoomo Mere Daata Aaye Jhoomo (Naat Lyrics)
  2. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai  Naat Lyrics
  3. A’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi
  4. Qurban Tumpe Meri Jaan
  5. Chumma Rozy Di Jali Nu   Naat Lyrics
  6. Noorani Darbaar Madine Waale Ka
  7. Abhi jibril utre
  8. Aawaz panch waqt lagati hai momino
  9. Ahmed-e-Mujtaba Ya Rasool-e-Khuda
  10. Woh Bhi Din Ayega Ek Bar
  11. Rehbar O Taaj E Shariat Hai Aaaj Bhia  Naat Lyrics
  12. Jashn Aamade Rasool
  13. Salle Ala Nabiyena. Salle Ala Muhammadin
  14. Sare Jahan Se Achha Hai Sange Dar Tumhara  Naat Lyrics
  15. Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghaus E Azam Dastagheer   Naat Lyrics
  16. Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics
  17. Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Naat Lyrics
  18. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar
  19. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Naat
  20. Ni Mitiyye Madeene Diye

Leave a comment