Jab Masjid Nabvi Kay Minaar Nazar Aey (Naat Lyrics)

Jab Masjid Nabvi ke Minaar Nazar Aey

Allah ki Rehmat ke Assaar Nazar Aey

Manzar ho bayaan kasie alfaaz nahi miltay

Jiss waqat Muhammad(S.A.W) ka Darbaar nazar aey

Bass yaad raha itna seenay say lagi jaali

Phir yaad nahi kia kia anwaar nazar aey

Dukh dard ke maroon ko gham yaad nahi rehtay

Jab samnay ankhoon ke gham khawaar nazar aey

Makkahay ki fizaoon main Taiyba ki Hawaon main

Hum nay jider dekha Sarkaar(S.A.W) nazar aey

Chod aya Zahuri main dil jaan Madinay main

Abb jeena yahan muj ko dushwaar nazar aey


Related Content

  1. Ravi De Kande Mere Data Dera Laya  Naat Lyrics
  2. Tajallia Ey Noor Fidam Ghaus E Azam  Naat Lyrics
  3. Zaban Pey Sirf Hai Dawa e Misal Koi Nahi
  4. TERE HOTE JANAM LIYA HOTA
  5. Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
  6. Aankhen purnoor karu dekh ke chehra unka
  7. Do jag de wich hoye ujaale,
  8. Dare Khawaja Pe Sawali  Naat Lyrics
  9. Taybah Ki Hai Yaad Aayee Ab Ashk Bahaanay Do
  10. Paigham Saba Layee Hai Yeh Gulzar E Nabi  Naat Lyrics
  11. Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada   Naat Lyrics
  12. Baqi Sabey Galan Chutiyan Ney Sariyan Lyrics
  13. Noor Wala Aya Hai Naat Lyrics
  14. Jo Madina Hum Bhi Jaate (Naat Lyrics)
  15. Kaabay Ki Ronaq Kaabay Ka Manzar
  16. Na Kahin Se Door Hein Manzilen  Naat Lyrics
  17. Chamane Taiba Mein Sumbul Jo Sawaare Gesu
  18. Aye Hasnain Ke Nana
  19. Shahe Madina Taiba Bulalo Shahe Madina Naat Lyrics
  20. Sabke Hajat Rawa Garib Nawaj  Naat Lyrics

Leave a comment