AAJ ASHK MERI NAAT SONAA?E TO AJAB KYA

Aaj ashk mere Naat soonaa?e to ajab kya
Sun kar woh mujhe paas bulaa?e to ajab kya

Deedar ke qaabil to kaha meri nazar he
Lekin woh kabhi khwaab me aaye to ajab kya

Un par to ghunahagaar ka sub haal khula he
Us par bhi who daaman me choepaa?e to ajab kya

Haasil jinhi Aqaa ki ghulaami ka sharaf he
Tokar se woh moordo ko jalaa?e to ajab kya

Muh dhan ke rakna ke ghunahagaar bohot ho
Mayyit ko meri dekhne aye to ajab kya

Na zaade safar he na koyee kaam bhale he
Lekin mujhe Sarkaar bulaa?e to ajab kya

Woh husne do alam he Adeeb Un ka karam he
Sehra bhi ghir phool khilaa?e to ajab kya


Related Content

  1. Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki  Naat Lyrics
  2. Aaqa Ke Ghulamon Ko Ab Eid Manane Do   Naat Lyrics
  3. An Nabi Sallo Alaih – Salawathullah Alaih
  4. ShaheMadina Naat Lyrics
  5. Aaya Ramzan ka Mahina Kafila chala soo-e-Madina lyrics
  6. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  7. Agayaa Wo Noore Waala Jiska Saara Noor He (Naat Lyrics)
  8. Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada   Naat Lyrics
  9. Tere Qadmo Me Aana Mera Kaam Tha
  10. Nabi Nabi Nabi Nabi  Naat Lyrics
  11. Jab Gumbad-e-khizra Pe Woh Pehli Nazar Gayi   Naat Lyrics
  12. Subhe Baharaan  Naat Lyrics
  13. Allah Ho Allah Ho Dum Ba Dum Allah Ho (Naat Lyrics)
  14. Naatein Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  15. La ilaha illa Ho- La ilaha illa Ho Lyrics
  16. Bheek ‘Ata Ae Nabi Muhatasham Ho
  17. Rifaete Subhe Saadat Zindabad  Naat Lyrics
  18. Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
  19. Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai  Naat Lyrics
  20. Bigri Banaa-o Makki Madani (Naat Lyrics)

Leave a comment