AI SABZE GHUMBADH WALE MANZOOR DUA KARNA

Ai Sabze Ghumbadh wale manzoor Dua karna
Jab waqt nazah aye deedar atha karna

Ai Noor-e-Khuda aakar ankho me samaa jana
Ya Dar pe bhulaalenah ya Khaab me aajana

Ai Pardah nashi dil ke parde me reha karna
Jab waqt nazah aye deedar atha karna

Mehboob Ilaahi sa koyi na hasee dekha
Ye Shaan he in ki se saaya bhi nahi dekha

Allah ne saayeh ko chaha na Judah karna
Jab waqt nazah aye deedar atha karna

Me qabre andheri me ghabrah wohnga jab thanha
Imdaad mere karne ajaana zarah esharah

Roshan meri Turbath ko Lillah zara karna
Jab waqt nazah aye deedar atha karna

Chereh se diya paaye in chand sithaaro ne
Us dar se Shifa paaye dukh dard ke maaro ne

Atha he inni Saabir har dukh ki dhawa karna
Jab waqt nazah aye deedar atha karna


Related Content

  1. May So Jaoo Ya Mustafa Kehtey Kehtey (Naat Lyrics)
  2. Hamen Donon Jahan Mein Hai Sahara Gause-Azam Ka Lyrics
  3. Tere Qadmo Me Aana, Mera Kaam Tha (Naat Lyrics)
  4. Aye Madine ke Tajdar Tujhe
  5. Aadha Idhar Aadha Udhar
  6. Dil Dard Se Bismil Ki Tarah Lot Raha Ho Naat Lyrics
  7. La Mau-Jooda Illallah La Mash-huda Illallah  Naat Lyrics
  8. Koi Aaye Koi Jaaye  Naat Lyrics
  9. Khuda Ka Zikr Kare  Naat Lyrics
  10. Choote Na Kabhi Tera Daman ya khwaja moinuddin hassan
  11. Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon (Naat Lyrics)
  12. Aakhri Lamhon Mein Kya Shehr O Biyabaan Dekhun
  13. Tere Qadmo Me Aana Mera Kaam Tha
  14. Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge
  15. Kaliyaan Zulfaa Wala Dukhi Dillan Daa Sahaara  Naat Lyrics
  16. Aaqa Ke Ghulamon Ko Ab Eid Manane Do   Naat Lyrics
  17. Aao ke kare baate sarkar e do aalam ki
  18. Ab To Bas Aik Hi Dhun Hai Naat
  19. Kaabe Ke Dar Ke Saamne Maangi Hai Dua Faqat  Naat Lyrics
  20. Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya

Leave a comment