Madine ka safar hai aur main namdeda namdeda

Madine Ka Safar Hai Aur Main Namdeda Namdeda
Jabeen Afsurda Afsurda Qadam Laghzeda Laghzeda

Chala Hoon Eik Mujrim Ki Tarha Mey Janib E Taiba
Nazar Sharminda Sharminda Badan Larzeda Larzeda

Kise Key Hath Ney Mujh Ko Sahara Dey Diya Warna
Kahan Mey Aur Kahan Ye Rasty Pechida Pechida

Kahan Mey Aur Kahan Us Roza E Aqdas Ka Nazara
Nazar Us Samat Uthte Hey Magar Duzdeda Duzdeda

Ghulaman E Mohammad Dour Sey Pehchany Jaty Hein
Dil E Girweda Girweda Sare Shoreda Shoreda

Madine Jaa Key Hum Samjhy Taqadus Kis Ko Kehty Hein
Hawa Pakeeza Pakeeza Faza Sanjida Sanjida

Basarat Khoo Gai Lekin Basirat To Salamat Hey
Madina Hum Ney Dekha Hey Magar Nadeda Nadeda

Wohi Iqbal Jis Ko Naaz Tha Kal Khush Mezaji Par
Firaq E Taiba Mey Rehta Hey Aab Ranjida Ranjida

Madine Ka Safar Hey Aur Mey Namdeda Namdeda
Jabeen Afsurda Afsurda Qadam Laghzeda Laghzeda


Related Content

  1. Jalwa Hai Noor Hai Ke Sarapa Raza Ka Hai  Naat Lyrics
  2. Mere Aaqa Aao Ke Muddat Hoi Hai
  3. Roze Ki Deewar Se Rishta Jor Liya  Naat Lyrics
  4. Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)
  5. Nahi He Koi Duniya Main Hamara  Naat Lyrics
  6. Ya Rabb Mujhe Deewana Madina Ka Bana De (Naat Lyrics)
  7. Aaka Ko Pukar Bande Aaka Pukar
  8. Mujdawa Hai Asiyo Shaf-e-Shah-e-Abrar Hai (Naat Lyrics)
  9. Jahan Roza E Pak Khreulwara Hai
  10. Qadri Aastana Salamat Rahe  Naat Lyrics
  11. Mujhe Apna Bana Lo Tum Khudara  Naat Lyrics
  12. Mangate Hain Karam Unka Sada  Naat Lyrics
  13. Al Nabi Sallu Aleh Salawat Ullah Aleh (Naat Lyrics)
  14. Kaak Sooraj Se Andehro Ka Izalah Hoga (Naat Lyrics)
  15. Maah E Rabi Ul Awwal Aaya  Naat Lyrics
  16. Hamen Donon Jahan Mein Hai Sahara Gause-Azam Ka Lyrics
  17. aaka ko pukar bande aaka pukar
  18. BAN KE NOOR E KHUDA MUSTAFA AGAYE
  19. Har Nazar Kamp Uthegi Mehshar Ke Din   Naat Lyrics
  20. Sarkar Bulae Kadmo Mai  Naat Lyrics

Leave a comment