Mere Allah Ke Nigaar Salaam  Naat Lyrics

MERE ALLAH KE NIGAAR SALAAM NAAT LYRICS

Mere ALLAH Ke Nigaar Salaam
Daste Qudrat Ke Shahkaar SalaamDono Aalam Ke Taajdaar Salaam
Jaane Har Jaano Jaandaar SalaamKhaake Taibah Bane Meri Hasti
Arz Karta Hai Khaaksaar Salaam

Phir Madine Mein Kab Bulaaoge
Tum Se Kehta Hai Intizaar Salaam

Mujhe Ko Zaalim Pe Ikhtiyaar Nahee
Tum To Rakhte Ho Ikhtiyaar Salaam

Khuld Kehti Hai Yeh Madeene Se
Tujh Pe Ay Khuld Ki Bahaar Salaam

Apni Ulfat Ka Aisa Jaam Pila
Jiska Barhta Rahe Khumaar Salaam

Dard E Ulfat Mein De Mazaa Aisa
Dil Na Paaye Kabhi Qaraar Salaam

Teri Khaatir Zaleel Hona Hai
Meri Izzat Mere Waqaar Salaam

Apne Akhtar Ka Lo Salaam Shaha
Tum Pe Ay Jaan Ay Qaraar Salaam


Related Content

  1. Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai  Naat Lyrics
  2. Aakhri roze hain dil ghamnak muztar jaan hai
  3. Gunahon Ki Adat Churah Meray Mowla  Naat Lyrics
  4. Jashan-e-Amad-e-Rasool ALlah hi Allah (Naat Lyrics)
  5. Lab Pe Naat Paak Ka Naghma Kal Bhi Ta
  6. Kyunkar Na Merey Dil Main Hu Ulfat Rasool Ki
  7. Banda Milne Ko Kareeb Hazrat E Qadir Gaya Naat Lyrics
  8. Aao ahle shariat pardhaye tumhe
  9. AA GAYE MUZDA SHAFAAT KA SUNANE WALE
  10. Roze Ki Deewar Se Rishta Jor Liya  Naat Lyrics
  11. Noor ke motiyon ki larri ban gai
  12. AAJ MUSLIM TERA MEHMAAN CHAL DIYA –
  13. Bheek ‘Ata Ae Nabi Muhatasham Ho
  14. Aaya Ramzan ka Mahina Kafila chala soo-e-Madina lyrics
  15. Piraane Pir, Meri Bigri Banaao  Naat Lyrics
  16. Dil Dard Se Bismil Ki Tarah Lot Raha Ho Naat Lyrics
  17. Nabi Ki Naat Me Padh Lun To Koi Baat Nahi
  18. Arsh Ka Dulha Aaya Hai
  19. Apni Lagan Laga De
  20. Sadkhe Me Mustafa Ke Madine Ko Jayeinge  Naat Lyrics

Leave a comment