Na Ho Aram Jis Bimar Ko Sare Zamane Se  Naat Lyrics

Na Ho Aram Jis Bimar Ko Sare Zamane Se
Utha Le Jayein Thodi Khak Unke Aastane Se…Tumhare Dar Ke Tukro Se Paraa Palta Hai Ek Aalam
Guzara Sab Ka Hota Hai Isi Muhtaaj Khane Se…

Koi Firdaus Ho Ya Khuld Ho Hum Ko Garaz Matlab
Lagaya Ab Toh Bistar Aap Hi Ke Aastane Se…

Na Kyon Unki Taraf Allah Saw Saw Pyar Se Dekhe
Jo Apni Ankhein Malte Hain Tmhare Aastane Se…

Tumhare To Woh Ehsaan Aur Na-Farmaniyan Apni
Hame Toh Sharm Si Aati Hai Tmko Munh Dikha Ne Se…

Bahar-E-Khuld Sadq-E-Ho Rahi Hai Roo-E-Aashiq Per
Khili Jati Hain Khaliyan Dil Ki Tere Muskurane Se…

Bulalo Apne Dar Per Ab Toh Hum Khana Badoshon Ko
Phirein Kb Tq Kalyan Khowar Dar Dar Be Thikane Se…

Na Pahonche Unke Qadmo Tak Na Kuch Husne Amal Hi Hai
#HASSAN Kya Puchte Ho Hum Gaye Guzre Zamane Se….


Related Content

  1. Koi Saleeqa Hai Aarzoo Ka Na Bandagi Meri Bandagi Hai  Naat Lyrics
  2. Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada   Naat Lyrics
  3. Mujhe Tohfay Mein Mila Ramzan Lyrics
  4. Aseeron Ke Mushkil Kusha Ghous e Azam
  5. Rab Mehfilan Sajayan
  6. Sakhi Piya Ko Jo Main Na Dekhon (Naat Lyrics)
  7. Mujhe bhi MADINAY bulaa Mayray Mowla
  8. Jab Gunmbaday Khuzra Pae Woh Pehli Nazar Gae
  9. Meray Kamli Walay Ki Shaan Hi Nirali Hai Naat Lyrics
  10. Khak Muj Me Kamal Rakhkha Hai  Naat Lyrics
  11. Chamak Tujh Say Paatay Hain
  12. Na Dolat De Na Shohrat De  Naat Lyrics
  13. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
  14. Mehboob Ki Mehfil Ko Mehboob Sajate Hai  Naat Lyrics
  15. Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat  Naat Lyrics
  16. Eid-E-Nabvi Ka Zamana Aa Gaya  Naat Lyrics
  17. Taiba Bula Lijiye Na
  18. Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon  Naat Lyrics
  19. Un Ki Nazar Mein
  20. Khuda Ka Zikr Kare  Naat Lyrics

Leave a comment