Rehmat Baras Rehi Hai


Rehmat Baras Rahe Hey Mohammad Key Sheher Mey
Har Shehey Mey Tazgi Hey Mohammad Key Sheher Mey

Har Eik Bhar Raha Hey Yahan Damane Murad
Makhlook Aa Rahe Hey Mohammad Key Sheher Mey

Atey Hein Bakhshwany Gunahoon Ko Gunahgar
Qismat Badal Rahe Hey Mohammad Key Sheher Mey

Har Shehy Mey Tazgi Hey Mohammad Key Sheher Mey

Dolat Sakoon Ki Har Jagha Hum Dhondty Rahey
Akhir Ye Mil Gai Hey Mohammad Key Sheher Mey

Har Simet Aa Rahe Hein Saday Darood Ki
Eik Dhoom See Machi Hey MOhammad Key Sheher Mey

Aey Sa Laga Key Samny Khud Aa Gay Hazoor
Eik Naat Jab Parhi Hey Mohammad Key Sheher Mey

Roshan Hey Jis Key Noor Sey Dono Jahan Riaz
Aey Se Shaman Jali Hey Mohammad Key Sheher Mey

Rehmat Baras Rahe Hey MOhammad Key Sheher Mey
Har Shey Mey Tazgi Hey Mohammad Key Sheher Mey


Related Content

  1. Dare Khwaja Pe Sawali Ko Khada Rehne Do (Naat Lyrics)
  2. Kya Hi Zauk Afza Shafaat Hain Tumhari Wah Wah  Naat Lyrics
  3. Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
  4. Apne Dar Pe Jo Bulaa-o To Bahot Ach’cha Ho
  5. Aa Jaaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  6. AAKHRI LAMHON MEIN KYA SHEHR O BIYABAAN DEKHUN,
  7. Soo Ae Jannat Kohn Jaae Dar Tumhara Chor Kar
  8. Likh Raha Hoon Naat E-Sarwar  Naat Lyrics
  9. Jo Madina Hum Bhi Jaate (Naat Lyrics)
  10. TARON MEIN ROSHNI
  11. Kya Jane Duniya Wale Rutba Mere Madani Ka  Naat Lyrics
  12. Tum Par Main Jan
  13. Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar
  14. Munawwar Meri Aankhon ko Naat Lyrics
  15. Gunahon Ki Adat Churah Meray Mowla  Naat Lyrics
  16. Sayyed Ne Karbala Main Waade Nibha Diye Hain
  17. Kaak Sooraj Se Andehro Ka Izalah Hoga (Naat Lyrics)
  18. Dard E Dil Chahiye Chashm E Tar Chahiye
  19. Azal Ki Khushboo Ho Jis Mein Pinhaa’n Koi Bataye To Naam Aisa Lyrics
  20. Main Nazar Karun Jaan O Jiigar  Naat Lyrics

Leave a comment