Izn Kar do Ataa Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics

Dar Pay Aaon Shaha  Naat Lyrics

Izn Kar do Ata Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics

Izn Kar do Ata Dar Pe Aaon Shaha

Jald Ab Lo Bola Dar Pe Aaon Shaha

Ya Rasool e Khuda Dar Pe Aaon Shaha

Sun Lijiye Iltija Dar Pe Aaon Shaha

Aarzu Bhi Yahi Justju Bhi Yahi

Kash! Rota Hua Dar Pe Aaon Shaha

Me Gunahgar Huon Mana Budkar Huon

Tum To Raham e Khuda Dar Pe Aaon Shaha

Dil Parayshan Hai Is Me Arman Hai

Bas Tarapta Hua Dar Pe Aaon Shaha

Ho Nigah e Karam Me Bhi Dekhon Haram

Ya Nabi Aapka Dar Pe Aaon Shaha

Aap Bulwayein gaye Taiba Hum Aayeingay

Kahta Hai Dil Mera Dar Pe Aaon Shaha

Sunlo Mahboob e Rab Koi Asbab Ab

Kar Bhi Do Sida Dar Pe Aaon Shaha

Mere Attar Ka Mere Dildar Ka

Deta Huon Vasta Dar Pe Aaon Shaha

Sab Madine Gaye Ham Yahin Rah Gaye

Dil Machalta Raha Dar Pe Aaon Shaha

Tum Ko Shikhein Ka Piyare Husnain Ka

Deta Huon Vasta Dar Pe Aaon Shaha

Kuch Na Zar Pas Hai Tum Hi Pe Aas Hai

Sunlo Meri Sada Dar Pe Aaon Shaha

Ik Khashish Rahi Dar Pe Ho Hazri

Me Ye Kahta Raha Dar Pe Aaon Shaha

Sag e Attar Ka Is Gunahgar Ka

Aaye Bar Muda’a Dar Pe Aaon Shaha

Kardo Zahid Pe Bhi Ab Karam Ya Nabi

Hai Yahi Aik Dua Dar Pe Aaon Shaha


Related Content

  1. Bheeni Suhani Subh Mein Thandak Jigar Ki Hai  
  2. Aye Hasnain Ke Nana
  3. Ay Mujahid-e-nabi Naat Gongunay Jaaa (Naat Lyrics)
  4. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi  Naat Lyrics
  5. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga  Naat Lyrics
  6. Huzoor Jante Hain   Naat Lyrics
  7. Kaba Lyrics
  8. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  9. As Sub Hu Bada Min Talati Hii   Naat Lyrics
  10. Jalwa Hai Noor Hai Ke Sarapa Raza Ka Hai  Naat Lyrics
  11. Huzoor Aa Gaye Hai  Naat Lyrics
  12. Koi Aaye Koi Jaaye  Naat Lyrics
  13. Kardo Allah Karam Ay Mere Shahe Umam
  14. Noorani Darbaar Madine Waale Ka
  15. Noor Se Apne Sarwar E Aalam  Naat Lyrics
  16. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
  17. Sar Ta Ba-qadam Hai Tan E Sultane Zaman Phool  Naat Lyrics
  18. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar  Naat Lyrics
  19. Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon  Naat Lyrics
  20. Kaabay Ki Ronaq Kaabay Ka Manzar

Leave a comment