Dam Ba Dam Allah Ho Allah Ho (Hamd)  Naat Lyrics

Allah Hyi Allah Hyi Allah Hyi Allah Hyi

Allah Hoo Allah Hoo Dam Ba Dam Allah Hoo Allah Hoo

Har Jaga Har Ghari Har Jaga Har Ghari Har Qadam Allah Hoo

Allah Hyi Allah Hyi Allah Hyi Allah Hyi

Lamha Lamha Basar Hoo Tere Zikar Main

Zindgi Ka Safar Hoo Tere Zikar Main

Bas Zaban Nagmager Hoo Tere Zikar Main

Dil Mera Shab Hoo Sham-E-Haram Allah Hoo

Har Kali Har Samar Lehlahate Shajar

Chandni Kehkashan Noori Shams-O-Qamar

Yeh Zameen Yeh Falak Balke Har Khushk-O-Tar

Kar Rahe Hain Sana Sab Baham Allah Hoo

Azmaton Rifaaton Ke Nishan Tere Hain

Aey Khuda Yeh Zameen Asmaan Terehain

Malik-E-Do Jahan Ins-O-Jaan Tere Hain

Tu Hamara Hai Aur Tere Ham Allah Hoo

Uss Ki Kudrat Kiran Dar Kiran Dar Kiran

Us Ki Nadhat Chaman Dar Chaman Dar Chaman

Us Ki Midhat Pavan Dar Pavan Dar Pavan

likh Ujagar Qalam ba Qalam


Related Content

  1. Aankhein Ro Ro Ke Sujane Wale Naat Lyrics
  2. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  3. Sun Lo Khuda Kay Wastay Apnay Gada Ki Arz  Naat Lyrics
  4. Qasidah Burdah Sharif- Qasidah Burdah Sharif Lyrics
  5. Chamak Tujh Say Paatay Hain
  6. Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara
  7. Hum Khak Hain Aur Khak Hi Mawa Hain Hamara  Naat Lyrics
  8. Hai Kalaam-E-Ilahi Me Shams-O-Duha   Naat Lyrics
  9. Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics
  10. Main Bhi Roze Rakhunga Lyrics
  11. Manqabat E Taaj Ush Shariyath  Naat Lyrics
  12. Mere Dil Mein He Yaad-E-Muhammad  Naat Lyrics
  13. Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
  14. Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
  15. Unka Mangta Hu Jo Mangta Nahi Hone Dete Naat Lyrics
  16. Tadap Raha Hu Madine Ki Haazri Ke Liye  Naat Lyrics
  17. Dil Madina Mera Bana Aaqa Naat Lyrics
  18. Sar Ta Ba-qadam Hai Tan E Sultane Zaman Phool  Naat Lyrics
  19. Ab Bula Lijiye Na Madina Lyrics
  20. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar  Naat Lyrics

Leave a comment