Hazir Hain Tere Darbar Mein Hum

Hazir Hain Tere Darbar Mein Hum – Shakeel Ahmed Tahir

Hazir hain tere darbar mein hum
Allah karam, Allah karam

Hazir hain tere darbar mein hum
Allah karam, Allah karam
Allah karam, Allah karam

Deti hai sada yeh chashmay nam
Allah karam, Allah karam

Jin logoon pay hai inam tera
Un logoon mein likh day naam mera
Mehshar mein mera rehjaye bharam
Allah karam, Allah karam
Allah karam, Allah karam

Har saal talab farma hum ko
Har sal woh shehar dikha humko
Her saal karein hum tawaaf-e-haram
Allah karam, Allah karam
Allah karam, Allah karam

Meri aanay wali sub naslein
Teray ghar aayein tera dar dekhein
Asbab hoon unko aisay baham
Allah karam, Allah karam
Allah karam, Allah karam

Hazir hain tere darbar mein hum
Allah karam, Allah karam


Related Content

  1. Aisa Bhi Ho Ya Syed-e-Abrar Kissi Din
  2. karam phir rasule khuda kijiyega naat lyrics
  3. Delhi Rajasthan Tumhara Ya Khwaja  Naat Lyrics
  4. Balaghal Ula Bi Kamalihi
  5. Muhammad Nabina   Naat Lyrics
  6. Apni Rehmat Ke Sumandar Mein Utar Jaane De Naat Lyrics
  7. Chamane Taiba Mein Sumbul Jo Sawaare Gesu
  8. Bas Apne Dil Maen Madine ki
  9. Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi
  10. Madine ka safar hai aur main namdeda namdeda
  11. DIL KI MURAAD PAA?E GHE AAJ NAHEIN TO KAL SAHEE
  12. Sunehri Jalion Ko Ab Nazar Aane Ka Muqam Do  Naat Lyrics
  13. AA GAYE MAIDAN MAIN WAFADAR E SAHABA
  14. Rukh Se Parda Ab Apne Hata Do  Naat Lyrics
  15. Chamak Tujh Say Paatay Hain
  16. Koyi Kya Jane Jo Tum Ho Khuda Hi Jaane Kya Tum Ho  Naat Lyrics
  17. Tere Qadmo Me Aana, Mera Kaam Tha (Naat Lyrics)
  18. BATIL KE JAB JAB BADLE HAI TEVAR NAAT LYRICS
  19. Nabi Ka Aastan Ho Or Mera Sar Ho To Kia Kehna  Naat Lyrics
  20. Taybah Ki Hai Yaad Aayee Ab Ashk Bahaanay Do

Links: , , , , , , , , , ,

2 thoughts on “Hazir Hain Tere Darbar Mein Hum”

  1. there are few stanzas wich r missing in these lyrics. can i please get the full version of this naat wich was recited by sabih rehmani in the videos.. pleasee.. i love this 1 very much and i want ti. il be very thankful for this

    Reply

Leave a comment