Delhi Rajasthan Tumhara Ya Khwaja  Naat Lyrics

Delhi Rajasthan Tumhara Ya Khwaja
Saara Hindustan Tumhara Ya Khwaja

Hind May Navve Lakh Ko Kalma Padhwaya
Hum Per Hai Ahsaan Tumhara Ya Khwaja

Saara Anasagar Kuze May Bhar Aaya
Sunte Hi Farmaan Tumhara Ya Khwaja

Aap Pe Hai Faizan Janab E Usman Ka
Hum Per Hai Faizan Tumhara Ya Khwaja

Faiz E Madina Milta Hai Ajmer Se Hi
Roza Hai Zeeshan Tumhara Ya Khwaja

Rahe Sunni Dawat E Islami
Ye To Hai Faizan Tumhara Ya Khwaja

In Dono Per Khaas Karam Tum Farmana
Shakir Aur Rizwan Tumhara Ya Khwaja

Syed Ko Taibah Ki Galiya Dikhla Do
Hai Adnaa Darban Tumhara Ya Khwaja


Related Content

  1. Meri Tauba Meri Tauba  Naat Lyrics
  2. Pir Mere Baghdaadi Ghaus Ul Anaam  Naat Lyrics
  3. Sunehri Jalion Ko Ab Nazar Aane Ka Muqam Do  Naat Lyrics
  4. Ho Karam Sadqey Mein Is Raat Ke Aye Rab E Azeem
  5. Ay HabeeB E Ahmed E Mujtaba Dil E Mubtala Ka Salam Lo
  6. Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics
  7. Sarkar Bulae Kadmo Mai  Naat Lyrics
  8. Rab Mehfilan Sajayan
  9. Na Ho Aaraam Jis Bimaar Ko Saare Zamaane Se (Naat Lyrics)
  10. Ya Rabb Meri Soee Huwi Taqdeer Jaga De (Naat Lyrics)
  11. Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai Naat Lyrics
  12. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  13. Khuda Ka Zikr Kare  Naat Lyrics
  14. Aa Dil Main Tujhe Rakh Loun
  15. Kardo Allah Karam Ay Mere Shahe Umam
  16. Eid-E-Nabvi Ka Zamana Aa Gaya  Naat Lyrics
  17. Dil Dard Se Bismil Ki Tarah Lot Raha Ho Naat Lyrics
  18. HAR DESH MAIN GUNJEGA
  19. Karbala K Jan Nisaro Ko Salam  Naat Lyrics
  20. Ham Faqeeron Ko Madeene

Leave a comment