Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat  Naat Lyrics

DEKAR KHUDA KO JAAN KI KIMAT NAAT LYRICSNajdi Ko Aaye Sharm Ye Bilkul Muhal Hai
Kyuki, Shaitan Ne Har Ek Ki Ghairat Khareed LiMashoor Kar Diya Mujhe Aaka Ki Naat Ne
Mene Nabi Ki Naat Se Shoharat Kharid Li

Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Khareed Li,
Har Ashike Rasool Ne Jannat Khareed Li.
Dekar Khuda Ko Jaan Ki.

Aaqa Ne Apni Zindagi Gurbat Me Kaat Kaat Kar,
Duniya Ke Har Gareeb Ki Gurbat Khareed Li.
Dekar Khuda Ko Jaan Ki.

Asgar Ke Us Tabassume Masoom Par Nisaar,
Ki Jisne Yazidiyo Ki Hukumat Khareed Li.
Dekar Khuda Ko Jaan Ki.

Ki Jisne Nabi Ki Yaad Ko Dil Me Basa Liya,
Samjho Ki Usne Khuld Ki Rahat Khareed Li.
Dekar Khuda Ko Jaan Ki.

Sao Baar Us Diwanae Sarkar Ko Salam,
Jisse Zobeda Bibi Ne Jannat Khareed Li.
Dekar Khuda Ko Jaan Ki.

Allāh Mustafa Ki Raza Ke Liye Asad,
Bazaare Mustafai Se Ummat Khareed Li
Dekar Khuda Ko Jaan Ki

Aur Mera Khehna Hai Ki,Mashoor Kar Diya Tumeh
Aaqa Ki Naat Ne.
Apne Nabi Ke Naat Se Duniya (Jannat) Khareed Li.

Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Khareed Li,
Har Ashike Rasool Ne Jannat Khareed Li.


Related Content

  1. Baqi Sabey Galan Chutiyan Ney Sariyan Lyrics
  2. Aa Gayi Jag De Vich Bahaar
  3. Kya Mehakte Hain Mahekne Wale
  4. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  5. Mein So Jaoo Ya Mustafa Kehte Kehte  Naat Lyrics
  6. Na Kahin Se Door Hein Manzilen  Naat Lyrics
  7. Mehboob Ki Mehfil Ko Mehboob Sajate Hai  Naat Lyrics
  8. Delhi Rajasthan Tumhara Ya Khwaja  Naat Lyrics
  9. Jo Ho Chuka Hai Jo Hoga Huzoor Jante Hain  Naat Lyrics
  10. Kaak Sooraj Se Andehro Ka Izalah Hoga (Naat Lyrics)
  11. Mere Sarkar Sunte Hai  Naat Lyrics
  12. BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI
  13. Main Lab Kusha Nahi Hoon Aur Mehre Ilteja Hu  Naat Lyrics
  14. Rehmat Baras Rahi Hai Muhammad Ke Shaher Mein  Naat Lyrics
  15. Aankhon ka taara naame Muhammed
  16. Aalam e Islam Ko Eid e Meelad un Nabi
  17. Banke Sail Madine Noo Lyrics
  18. Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah
  19. Izn Kar do Ataa Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics
  20. Abr E Karam Gesoo E Muhammad

Leave a comment