Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga  Naat Lyrics

Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lagega Naat Lyrics

Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lagega

Guzre Jo Waha Shamo Sehar Kaisa Lagega

Ae Kash Madine Me Mujhe Maut Yoon Aye

Qadmon Me Ho Sarkar Ke Sar Kaisa Lagega

Aye Pyare Khuda Dekhoon Main Sarkar Ka Jalwa

Mil Jaye Dua To Jo Asar Kaisa Lagega

Jab Door Se Hai Itna Haseen Gumbade Khazra

Is Par Ye Alam Hai Udhar Kaisa Lagega

A Jaye Mere Ghar Me Agar Rehmate Alam

Main Kaisa Lagunga Mera Ghar Kaisa Lagega

Taiba Ki Sa-Adat To Yoon Pate Hain Hazaron

Murshid Ka Sath Ho Jo Safar Kaisa Lagega

Payi Munawwar Ne Kaza Dar Pe Nabi Ke

A Jaye Watan Aisi Khabar Kaisa Lagega


Related Content

  1. Jahan Roza-e-Pak Kher-ul-Wara (Naat Lyrics)
  2. Pesh E Haq Muzhda Shafa-at Ka Sunate Jaenge Lyrics
  3. Tumhi Arsh Say Farsh Par Janay Walay (Naat Lyrics)
  4. Kya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti  Naat Lyrics
  5. Aankhein Ro Ro Ke Sujane Wale Naat Lyrics
  6. Dard E Dil Chahiye Chashm E Tar Chahiye
  7. Mere Aaqa Aaye Jhoomo Mere Daata Aaye Jhoomo (Naat Lyrics)
  8. Tajalli E Noor E Kidam Ghous E Aazam  Naat Lyrics
  9. Ser-E-Gulshan Kon Dekhe Dasht-E-Taiba Chor Kar  Naat Lyrics
  10. Chamane Taiba Mein Sumbul Jo Sawaare Gesu
  11. AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI
  12. Ishq Ke Rang  Naat Lyrics
  13. TARON MEIN ROSHNI
  14. Ban Ke Noor E Khuda Mustafa Agaye
  15. Zahe Muqaddar Huzoor-E-HaqSe
  16. Madine Ke Zaa-ir Salaam Unse Kehna  Naat Lyrics
  17. Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi Hai  Naat Lyrics
  18. Ay Mustafa ke fool dilojaan ya hussain
  19. MERE BAGHDAADI GHAUSUL ANAAM NAAT LYRICS
  20. BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI

Leave a comment