Kya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti  Naat Lyrics

Kiya khabar Kiya saza mujhko milti Mere Aaqa ne izzat bachali

Farde isiyan meri mujh se le kar, Kali Kamli mein Apni chupali

Woh aata par ata karne wale, Aur ham bhi nahin talne wale

Jaisi deodi he waise bhikari, Jaisa Data hein waise sawali

Mein ghada hoon magar kis ke dar ka, Woh jo Sultan-e-Kono Makan hein

Yeh Ghulami bari mustanad he, Mere sar par he taj-e-Bilali

Mein Madine se Kiya agaya hun, Zindagi jaise bujh si gayi hai

Ghar ke andar faza soni soni, Ghar key bahar sama khali khali

Meri Umr-e-Rawan bas thehar jaa, Ab safar ki zuroorat nahin hai

Unke qadmon mein meri jabeen hai, Aur haathon mein Roze ki Jali

Mein faqat naam lewa hun Unka, Unki tawseef mein Kiya karoonga

Mein na Iqbal, Khusro na Saadi, Mein na Qudsi na Jami na Hali


Related Content

  1. Tere Qadmo Me Aana Mera Kaam Tha
  2. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  3. Kya Bayaan Azmatein Hon Teri Shaha
  4. Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge
  5. Nabi Ki Naat Ki Mahefil Sajana Hum Na Chhorenge  Naat Lyrics
  6. Sayyed Ne Karbala Main Waade Nibha Diye Hain
  7. ShaheMadina Naat Lyrics
  8. Do Jahaan Ke Waali Ka  Naat Lyrics
  9. Mashgala Aisa Batao Ke Zara  Naat Lyrics
  10. Aaqa Ke Ghulamo Ko Ab Eid Manane Do
  11. Muhammad Ke Shaher Mein   Naat Lyrics
  12. Kuch Aisa Kar De Mere Kirdgaar Aankho Me  Naat Lyrics
  13. Dil Se Hazaar Baar Madinah Tujhe Salaam Lyrics
  14. Kabe Ki Ronak Kabe Ka Manzar  Naat Lyrics
  15. Na Kaleem Ka Tasawwur Na Khiyaal-E-Tur-E-Sinaa  Naat Lyrics
  16. Ban Kay Kher-ul-Wara Agaey Mustafa Lyrics
  17. Sunehri Jalion Ko Ab Nazar Aane Ka Muqam Do  Naat Lyrics
  18. Al-madad, peeraan-e-peer ! Gaus-ul-aa’zam dast-geer !
  19. Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum  Naat Lyrics
  20. Ban Ke Noor E Khuda Mustafa Agaye

Leave a comment