Jab Masjid e Nabawi Ke Minaar Nazar Aye

Jab Masjid-e-Nabawi ke Minaar nazar aye
Allah ki Rahmat ke asaar nazar aye

Manzar ho bayah kayse alfaaz nahi milthi
Jis waqt Muhammad ka Darbaar nazar aye

Bas yaad rahe itna seene se lagi Jaali
Phir yaad nahi kya kya Anwaar nazar aye

Dukh dard ke maaro ko gham yaad nahi rehte
Jab saamene ankho ke ghamkwaar nazar aye

Makke ki fizaawoh me Taybah ki hawawo me
Ham ne tho jidhar dekha Sarkaar nazar aye

Chor aya Zuhoori me dil jaan Madine me
Ab jinah yaha mujh ko dushwaar nazar aye


Related Content

  1. Lo Madine Ki Tajjali Se Lagaye Huwe Hain  Naat Lyrics
  2. Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa
  3. Zaban Pey Sirf Hai Dawa e Misal Koi Nahi
  4. Har Nazar Kamp Uthegi Mehshar Ke Din   Naat Lyrics
  5. Saare Jag Nalo Lagdiyan Changiyan Madine Diyan Paak Galiyan
  6. Kya Hi Zauk Afza Shafaat Hain Tumhari Wah Wah  Naat Lyrics
  7. Rab Ne Diya Hai Unko  Naat Lyrics
  8. Sahar Ka Waqt Hai Masum Kaliya Muskurati Hain  Naat Lyrics
  9. Muhammad Mazhar E Kamil Hain Haq Ki Shan E Izzat Ka   Naat Lyrics
  10. Allah Nabi Da Naam Layye Allah Nabi Da
  11. Meh Madine Chala (Naat Lyrics)
  12. Mein Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics
  13. Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon
  14. Likh Raha Hoon Naat E-Sarwar  Naat Lyrics
  15. Khuda Ka Ziker Karay, Zikr e Mustafa Na Karay
  16. Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
  17. Mein Nazar Karoon Jaan O Jigar  Naat Lyrics
  18. Aa Gaye Sarkar Naat Lyrics
  19. Tala Al Badru Alyna
  20. Kya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti  Naat Lyrics

Leave a comment