Mujhe bhi MADINAY bulaa Mayray Mowla

Mujhe bhi MADINAY bulaa mayray mowla
Hamay bhi MADINAY bula mayray mowla
Karam kee thajalee dikhaa mayray mowla

Sab pareay
Hamay bhi MADINAY bula mayray mowla
Karam kee thajalee dikhaa mayray mowla

Mujhe bhi MADINAY bulaa mayray mowla
Karam kee thajalee dikhaa mayray mowla

Bohoth bay kararee kay alam main hoo main
Mayree bay kararee mitaa mayray mowla

Hamay bhi MADINAY bula mayray mowla
Karam kee thajalee dikhaa mayray mowla

Nigahow say pinhaa jo manzil mayree hain
Kyoun majdhar may naow mayree pasee hain

Hatha oo kaa maraa bhi palay gaa sahil
gar abid kay dil may samaa mayray mowla

Hamay bhi MADINAY bula mayray mowla
Karam kee thajalee dikhaa mayray mowla

Mujey bi Madiney bula merey Mowla
Karam ki thajali dikha merey Mowla

Bohoth bekarari key alaam mey hu mey
Meri bekarari mita merey Mowla

Sunaah hai Madina karam hi karam hai
Thu rakhtha jahan mey sabhi ka bharam hai

Thujey vasthaa therey pyarey Nabi ka
Meri bhigari aab thow bana merey Mowla

Jisey thuney chaha mey uspey fidha hu
Mey Therey Muhammad key Dhar ka ghada hu

Thujey vaastha syeda Fatimah ka
Mujey har balah sey bacha merey Mowla


Related Content

  1. Na Dolat De Na Shohrat De  Naat Lyrics
  2. Jo Ho Chuka Hai Jo Hoga Huzoor Jante Hain  Naat Lyrics
  3. Aey Mere Mola Mola Mola
  4. Un Ka Jo Ghulaam Hogaye (Naat Lyrics)
  5. Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa
  6. Jab Say Howa Hey Unka Karam
  7. Nabi Ki Naat Ki Mahefil Sajana Hum Na Chhorenge  Naat Lyrics
  8. Dil Main Ishq E Nabi Ki Ho Aisi Lagan  Naat Lyrics
  9. Meri Tauba Meri Tauba  Naat Lyrics
  10. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  11. Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya
  12. Aale nabi khune khaatune jannat Gulzar e Millat….
  13. Ay Mustafa Ke Phool Dilon Jaan Ya Hussain
  14. Huzoor Aisa Koi Intezam  Naat Lyrics
  15. Mere Sarkar Sunte Hai  Naat Lyrics
  16. Amina Ka Laal Aaya Lyrics
  17. Mera Dil Or Meri Jaan Naat Lyrics
  18. Yeh Sab Tumahara Karam Hai Aqa
  19. Kya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti  Naat Lyrics
  20. Muhammad Ke Shaher Mein   Naat Lyrics

Leave a comment