Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana

Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana

Aa dil mein tujhay rakh loon ay jalwa e janana

Itna tu karam karna ay chasham e kareemaana

Jab jaan laboon par hu, tum saamany aa jaana

Jee chahtaa hay tuhfay mein bhaijoon ga unheen ankhein

Darshan ka darshan hu, nazraanay ka nazraana

Sang e dar e jaanaa par karta hoon jabeen saayee

Sajda na samaj najdi, sar daita hoon nazrana

Peenay ko pee loon ga, par shart zara se hay

Bhagdad ka saaqi hu, ajmir ka may khaana

Jab tum nay mujhay apna dunyia mein banaya hay

Mehshar mein bhee keh daina, ya hay meera devaana

Aabaad isay farma, weraan hay dil e aasee

Jalway teeray bus jayee, aabaad hu weraana

Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana

Aa dil mein tujhay rakh loon ay jalwa e janana


Related Content

  1. Jasne Amade Rasool Allah Hi Allah  Naat Lyrics
  2. Munawwar Meri Aankhon ko Naat Lyrics
  3. Mera Dil Or Meri Jaan Naat Lyrics
  4. Maah E Rabi Ul Awwal Aaya  Naat Lyrics
  5. Rabbana Ya Rabbana  Naat Lyrics
  6. AAJ ASHK MERI NAAT SONAA?E TO AJAB KYA
  7. Hamne Quraan Mai Parha Hai  Naat Lyrics
  8. Madine Ke Zaa-ir Salaam Unse Kehna  Naat Lyrics
  9. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  10. Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghaus E Azam Dastagheer   Naat Lyrics
  11. Ya Nabi Ya Rasool
  12. Hazir Hain Tere Darbar Mein Hum
  13. Allah Ke Huzoor Me Sar Ko Jhukaa Ke Dekh
  14. Ni Mitiyye Madeene Diye
  15. Aisa Tujhe Khaaliq Ne Tarahdaar Banaya
  16. Mere Sarkar Sunte Hai  Naat Lyrics
  17. Aey Saba Mustafa Se Keh Dena
  18. Bhejo Darood Us Zaat Per,mikar sada kaho
  19. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
  20. Main Lab Kusha Nahi Hoon Aur Mehre Ilteja Hu  Naat Lyrics

Leave a comment