Ae Rasool e Ameen khatamal morsalin,

Ae Rasool e Ameen khatamal morsalin,

tujhsa koi nahain tujhsa koi nahain

hy aqeda ye apna basid ko yaqeen,
tujhsa koi nahain tujhsa koi nahain

bazm e qunain pehle sajai gai
phr teri zaat manzar pe lai gai

syed ul awaleen syed ul akhreen
tujhsa koi nahain tujhsa koi nahain

mustafa mujtaba teri madda o sana
mere bas main nahai dastaras main nahain

dil ko himmat nahain lab ko yara nahain
tujhsa koi nahain tujhsa koi nahain

daste qudrat ne easa banaya tujhe
jumla osaf se khud sajaya tujhe

Ae azal k haseen Ae abad k haseen
dhondti h tujhe meri jan e hazeen

tera sika rawan kal jahan main hoa
es zamin main hoa asman main hoa

kia arab kia ajam sub hain zere nageen
tuba tuba nahain koi tujhsa nahain

Ae Rasool e Ameen khatamal morsalin,
tujhsa koi nahain tujhsa koi nahain


Related Content

  1. JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH
  2. Mujhe Apna Bana Lo Tum Khudara  Naat Lyrics
  3. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  4. Madina Madina Hamara Madina Naat Lyrics
  5. Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
  6. Karam Ke Badal Baras Rahe Hain  Naat Lyrics
  7. Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu
  8. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Naat
  9. Dardo Aalam Ke Mare
  10. Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
  11. Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare
  12. Aao ahle shariat pardhaye tumhe
  13. Choote Na Kabhi Tera Daman ya khwaja moinuddin hassan
  14. Arsh Ka Dulha Aaya Hai
  15. Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge  Naat Lyrics
  16. Chamka Mahe Noor Ka Hilal   Naat Lyrics
  17. Fat’he Baabe Nubuwwat Pe Bayhad Durood
  18. Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani
  19. BARI UMEED HAI SARKAR QADMON
  20. Aaqa Meriyan akhiyan madine wich reh gayan lyrics

Leave a comment