Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam

Aaqa Ka Tu Dayar Madina Tujhay Salaam

Lareib Kharay Dasht E Madina Kay Husn Par
Qurban Lalazaar Madina Tujhay Salaam

Tujhse Mitti Hamesha Meri Bekrariyaan
Tu Dil Ka Hai Qaraar Madina Tujhe Salaam

Tutay Mera Joh Daam To Madina Ho Samnay
Yeh Dil Ki Hai Pukaar Madinah Tujhe Salaam

Teiba Say Duur Kaisay Ujagar Rahay Ga Ab
Mushkil Hai Intizaar Madina Tujhay Salaam

Dil Se Hazaar Baar Madinah Tujhe Salaam
Aaqa Ka Tu Dayar Madina Tujhay Salaam


Related Content

  1. Lab Pe Naat Paak Ka Naghma Kal Bhi Ta
  2. labbaik_labbaik_Allahumma_labbaik_naat_lyrics
  3. Sarkaar Ke Qadmo Mein  Naat Lyrics
  4. Abr E Karam Gesoo E Muhammad
  5. Nabi Ka Jashn Aaya  Naat Lyrics
  6. Man Kunto Maulaa  Naat Lyrics
  7. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib
  8. Qaseeda E Mearaj  Naat Lyrics
  9. Mubarak Tujhay Ho Arz-e-Madina
  10. Dil Madina Mera Bana Aaqa Naat Lyrics
  11. Aakhri roze hain dil ghamnak muztar jaan hai
  12. Zamin- O- Zamin Tumhare Liye
  13. CHAL QALAM AB HAMD E RABB
  14. Mera Dil Madina Bana De Ya Rasoolallah  Naat Lyrics
  15. Aa mil yaar saar le meri, meri jaan dukhaan ne
  16. Taybah Ki Hai Yaad Aayee Ab Ashk Bahaanay Do
  17. Soona jungle raat andheri chaye hai
  18. Mujh Pe Maula Ka Karam Hai  Naat Lyrics
  19. Nazar Ko Bax Do Aisa Asar GARIB NAWAZ  Naat Lyrics
  20. An Nabi Sallo Alaih – Salawathullah Alaih

Leave a comment