Sidra Se Bhi Aage Kaun Gaya Jibril E Amin Se Poocho  Naat Lyrics

Sidra Se Bhi Aage Kaun Gaya Jibril E Amin Se Poocho Naat Lyrics

Sidra  Sey Bhi Aage Kaun Gaya Jibrile Amin  Sey Pucho
Mairaj Ka Dulha Ken Bana Jibrile Amin  Sey Pucho

Kya Hai Tauqeer E Shah E Umam Insan  Sey Ho Paye Na Raqam
Kya Farshe Zamin Kya Arshe Bari Sab Hai Aaqa Ke Zaire Qadam
Sultan E Madina Ka Rutba Jibrile Amin  Sey Pucho

Jibril  Sey Rabne Farmaya Jannat Ki Sawari Lekar Jaa
Mehboob  Sey Ye Jaakar Kehde Abb Aake Kare Wo Sher Zara
Fir Ke  Sey Hui Tamil E Khuda Jibrile Amin  Sey Pucho

Hai Mehwe Rahat Shah E Deen, Shasopanj May Hai Jibrile Amin
Bedar Kare Ke Sey  Seyh Ko, Ho Jaye Kahi Na Beadbi
Taazime Nabi Hoti Hai Kya Jibrile Amin  Sey Pucho

Paas Aake Rasool E Azam Ke Paoo Ke Janib Khade Hue
Taazim Baja Laye Pehle Fir Paoo Pe Noori Lab Rakh Ke
Talwo Ko Diya Hai Kyun Bosa Jibrile Amin  Sey Pucho

Aqsa May Sawari Jab Pohnchi Nabiyo Ki Jamaat Haazir Thi
Karne Ko Adaa Rab Ka Sajda Saf Basta Jamaat Khadi Hui
Hai Sharf E Imamat Ki Sey Mila Jibrile Amin  Sey Pucho

Pohnche Aakhir Oos Manzil Per Jalte Hai Jahan Jibril Ke Par
Jibril Ruke Sarkaar Badhe Pohnche Hai Arsh E Azam Par
Mehman E Khuda Hai Kaun Bana Jibrile Amin  Sey Pucho

QAI SEYR Hai Wahi Mehboob E Khuda Taha Yasin Hai Laqab Mila
Quran E Muqaddas Ne Unko Wa-Rafana-Laka-Zikrak Hai Kaha
Khalique Ne Jo Baksha Hai Rutba Jibrile Amin  Sey Pucho


Related Content

  1. Ab Bula Lijiye Na Madina Lyrics
  2. Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
  3. JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH
  4. Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi
  5. Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte  Naat Lyrics
  6. Jo Guzar Nasib Ho Aey Saba Kisi Din Diyaare Hijaaz Mein
  7. Aagae Mustafa Ki Sawaari
  8. Meray Aqa Meray Lajpaal Madinay Waley (Naat Lyrics)
  9. Tala Al Badru Alayna  Naat Lyrics
  10. Dil Madina Mera Bana Aaqa Naat Lyrics
  11. Ban Ke Noor E Khuda Mustafa Agaye
  12. Ek Baar Madine Me Ho Jaye Mere Jaana  Naat Lyrics
  13. May So Jaoo Ya Mustafa Kehtey Kehtey (Naat Lyrics)
  14. Duniya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da  Naat Lyrics
  15. Noor Se Apne Sarwar E Aalam  Naat Lyrics
  16. Madine Ke Zaa-ir Salaam Unse Kehna  Naat Lyrics
  17. Sar Bulandi Ki Rawayat Sir Katanay Say Chali  Naat Lyrics
  18. Kabe Ki Ronak Kabe Ka Manzar  Naat Lyrics
  19. Aalam e Islam Ko Eid e Meelad un Nabi
  20. Habib E Khuda Ka Nazaara Karoon Main (Naat Lyrics)

Leave a comment