Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam

DIL SE HAZAAR BAAR MADINAH TUJHE SALAAM LYRICS

Aaqa Ka Tu Dayar Madina Tujhay Salaam

Lareib Kharay Dasht E Madina Kay Husn Par
Qurban Lalazaar Madina Tujhay Salaam

Tujhse Mitti Hamesha Meri Bekrariyaan
Tu Dil Ka Hai Qaraar Madina Tujhe Salaam

Tutay Mera Joh Daam To Madina Ho Samnay
Yeh Dil Ki Hai Pukaar Madinah Tujhe Salaam

Teiba Say Duur Kaisay Ujagar Rahay Ga Ab
Mushkil Hai Intizaar Madina Tujhay Salaam

Dil Se Hazaar Baar Madinah Tujhe Salaam
Aaqa Ka Tu Dayar Madina Tujhay Salaam


Related Content

  1. Rab Ne Diya Hai Unko  Naat Lyrics
  2. Barhy jo karky vo
  3. A’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi
  4. AA GAYA WOH NOOR WALA JIS KA SARA NOOR HAI
  5. Izn Kar do Ataa Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics
  6. Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri
  7. Baravein Ka Chand Aya, Baravein Ka Chand Aya (Naat Lyrics)
  8. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga Naat Lyrics
  9. TERE HOTE JANAM LIYA HOTA
  10. Aye Hasnain Ke Nana
  11. Ek Ghuzarish  Naat Lyrics
  12. Mujhe Dar Pay Phir Bulana  Naat Lyrics
  13. Ajmer ka safar ab mujko ata ho khwaja
  14. Aa Gayi Jag De Vich Bahaar
  15. Azal Ki Khushboo Ho Jis Mein Pinhaa’n Koi Bataye To Naam Aisa Lyrics
  16. Jitna Diya Sarkaar Ne Mujh Ko Itni Meri Awqaat Nahi
  17. Rab Mehfilan Sajayan
  18. Jannat Mein Leke Jayegi Chahat Rasul Ki  Naat Lyrics
  19. Tera Rishta Bana Shiraaz Se Jameeyate Khaatir (Naat Lyrics)
  20. AA GAYE MAIDAN MAIN WAFADAR E SAHABA

Leave a comment