TERE HOTE JANAM LIYA HOTA

Tere Hote Janam Liya Hota

Phir Kabhi To Tujhe Mila Hota

Tere Hote Janam Liya Hota

Kash Main Sang-e-Dar Tera Hota

Tere Qadmon Ko Choomta Hota

Kash Main Sang-e-Dar Tera Hota

Tere Hote Janam Liya Hota

Tu Chala Karta Meri Palkon Par

Tu Chala Karta Meri Palkon Par

Kash Main Tera Raasta Hota

Kash Main Tera Raasta Hota

Zarra Hota Jo Teri Rahoon Ka

Zarra Hota Jo Teri Rahoon Ka

Tere Talwon Ko Choo Liya Hota

Tere Talwon Ko Choo Liya Hota

Tere Hote Janam Liya Hota

Phir Kabhi To Tujhe Mila Hota

Larta Phirta Main Tere Aada Se

Larta Phirta Main Tere Aada Se

Teri Khatir Main Mar Gaya Hota

Teri Khatir Main Mar Gaya Hota

Tere Maskan ke Gird Shaam o Seher

Tere Maskan ke Gird Shaam o Seher

Ban Ke Mangta Main Phir Raha Hota

Ban Ke Mangta Main Phir Raha Hota

Tere Hote Janam Liya Hota

Phir Kabhi To Tujhe Mila Hota

Tere Hote Janam Liya Hota


Related Content

  1. TERI JALIYON KE NEECHE
  2. Aane Walon Yeh To Batao Lyrics
  3. Dil Pareshan Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  4. Kaba Lyrics
  5. Bolte Hain Sangreze Aapke Ishare Se  Naat Lyrics
  6. Aaj Milad e Nabi Hai
  7. Jo Ho Chuka Hai Jo Hoga Huzoor Jante Hain  Naat Lyrics
  8. Un Ka Jo Ghulaam Hogaye (Naat Lyrics)
  9. Hum Ko Sarkar Madine Me Bulaana Hoga  Naat Lyrics
  10. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat
  11. Dam Ba Dam Allah Ho Allah Ho (Hamd)  Naat Lyrics
  12. Aanay Walo Yay To Bataao Shehr Madina Kaisa Hai (Naat Lyrics)
  13. Mustafa Khairul Wara Ho  Naat Lyrics
  14. JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH
  15. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar  Naat Lyrics
  16. Ek Ghuzarish  Naat Lyrics
  17. Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri
  18. Kaabe Ke Badrud Duja Tum Pe Karoron Durood  Naat Lyrics
  19. Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar
  20. Jashn Aamade Rasool

Leave a comment