Ek Ghuzarish  Naat Lyrics

Khudawand Kareem Ki Barghah Mein Hai
Aap ke Wasile Ki Zaroorat Hai Ya Rasoolallah

Aap ki Sifarish Hojaye Agar Mere Liye
Is Se Badi Kya Baat Hogi Ya Rasoolallah

Woh Alfaz Kaha Se Layoon Main
Jo Allah ki Sana Aur Aap Ki Azmat Bayan Kar Sakeen

Phir Bhi Yeh Kosish Hai Is Nacheez Ki
Aap Se Yeh Guzarish Khudawand Kareem Tak Pohchane Ki

Tanha Jal Raha Hoon Main Sehra Mein
Aapki Kaali Kamli Ki Chaon Mujh Par Ho Jaye Ya Rasoolallah

Zindagi Meri Hai Woh Kishti, Jo Gum Gayi Hai Samandar Mein
Isse Iman Ke Sahil Peh Panah Mil Jaye Ya Rasoolallah

Deewar Banke Ke Ruke Hain Mujhe Log
Deewar Ke Gihrne Se hojaye Asra Ya Rasoolallah

Main Akela Kada Hoon Is Weerane Mein
Allah Loh Ishq-e-Rasool (saw) Dil Mein Jaga De


Related Content

  1. Meri Tauba Meri Tauba  Naat Lyrics
  2. Noor Wala Aya Hai
  3. Mere Allah Ke Nigaar Salaam  Naat Lyrics
  4. A’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi
  5. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Naat
  6. Taiba Bula Lijiye Na
  7. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  8. Zindagi Hay Nabi Ki Nabi Ke Liye Naat Lyrics
  9. Ae Sabz Gumbad Wale Lyrics
  10. Karam Karte Ho Rehte Ho Karam Kartey Hee Rehna Tum
  11. Apni Atta Ka Haq Ne Yeh Manzar Dikha Diya
  12. Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman
  13. Ali Haidar ka gharana
  14. Ya Rabb Meri Soee Huwi Taqdeer Jaga De (Naat Lyrics)
  15. Kya Bayaan Azmatein Hon Teri Shaha
  16. Rehbar O Taaj E Shariat Hai Aaaj Bhia  Naat Lyrics
  17. Noor Wala Aya Hai Naat Lyrics
  18. Aisa Tujhe Khaaliq Ne Tarahdaar Banaya
  19. Unki Mahek Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye He
  20. Banda Milne Ko Kareeb Hazrat E Qadir Gaya Naat Lyrics

Leave a comment