Ek Baar Madine Me Ho Jaye Mere Jaana  Naat Lyrics

Ek Baar Madine Me Ho Jaye Mere Jaana
Phir Aur Na Kuch Maange Sarkaar Ka Deewana

Pal Pal Mera Dil Tadpe Din Raat Kare Zaari
Kab Aau Madine Me Kab Aye Meri Baari
Kab Jaake Mai Dekhuga Darbaar Woh Shahana

Is Aas Par Jeeta Hu Ek Roaz Bulaye Ge
Aur Gumbad E Khazra Ka Deedar Karayege
Phir Pesh Karuga Mai Ashko Bhara Nazrana

Bechain Nighahon Ko Deedaar Ataa Kar Do
Daman Mera Khushiyon Se Yaa Shah E Umam Bhar Do
Aabad Khuda Rakhe Aaqa Tera Maikhana

Itni Si Tamana Hai Ho Jaye Agar Poori
Jaha Dekhu Madina Mai Ho Jaye Jo Manzoori
Bin Deed Kiye Shaha Mar Jaye Na Deewana

Ek Baar Madine Me Ho Jaye Mere Jaana
Phir Aur Na Kuch Maange Sarkaar Ka Deewana


Related Content

  1. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar  Naat Lyrics
  2. Rab Mehfilan Sajayan
  3. Na Tera Khuda Koi Aur Hai Lyrics
  4. Dil Madina Mera Bana Aaqa Naat Lyrics
  5. Meri Ulfat Madine Se Lyrics
  6. Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman
  7. Jasne Amade Rasool Allah Hi Allah  Naat Lyrics
  8. Aale nabi khune khaatune jannat Gulzar e Millat….
  9. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh
  10. Haajiyon Aao Shahenshah ka Roza Dekho Naat Lyrics
  11. Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
  12. aaka ko pukar bande aaka pukar
  13. Ho Karam Sadqey Mein Is Raat Ke Aye Rab E Azeem
  14. Aakhri roze hain dil ghamnak muztar jaan hai
  15. Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah (Naat Lyrics)
  16. Bighari Banaao Makki Madani  Naat Lyrics
  17. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  18. Amina Ka Laal Aaya Lyrics
  19. Kardo Allah Karam Ay Mere Shahe Umam
  20. Baabe Haram Khula Hai Chati Ki Bahar Hai Lyrics

Leave a comment