Aankhon ka taara naame Muhammed

Ankhon ka Tara Name Muhammad Dilka ujaala naame Muhammed

Puche ga Maula laya hein kya kya

Mai ye kahunga naame Muhammad

Allah U Akbar rab’bul ulaane

Har sheh pe likka naame Muhammed

Dault jo chaaho dona jahaan ki

Karlo wazifa naame Muhammed

Sheda na kyu ho is par musalmaan

Rab ko hein pyaara naame Muhammed

Salle ala ka sehra sajaakar

Dulha banaaya naame Muhammed

Paayi muraade donoh jahaan mein

Jisne pukaara naame Muhammed

Parti durood e doregi hoore

Laasha jo lega naame Muhammed

Roze qayaamat mizana pul par

Dega sahaara naame Muhammed

Bera tabaahi mein aagaya hein

Dede sahaara naame Muhammed


Related Content

  1. Balaghal Ula Bi Kamalihi
  2. Dekhte Kya Ho Ahle Safa
  3. Sarkaar Ke Qadmo Mein  Naat Lyrics
  4. Rok Leti Hai Aapki Nisbat  Naat Lyrics
  5. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
  6. DIL KI MURAAD PAA?E GHE AAJ NAHEIN TO KAL SAHEE
  7. Apni Atta Ka Haq Ne Yeh Manzar Dikha Diya
  8. TAN SADQE MERA MANN SADQE
  9. Jab Masjid e Nabawi Ke Minaar Nazar Aye
  10. Baabe Haram Khula Hai Chati Ki Bahar Hai Lyrics
  11. Eidon Ki Hai Eid Aayi
  12. Eh Sarware Duniya O Deen  Naat Lyrics
  13. ALIF ALLAH CHAMBAY DE BOOTI
  14. Meray Rub Kahan Par Naheeh Hai Tu
  15. Yeh Sab Tumahara Karam Hai Aqa
  16. Farishtay Jis Kay Zaa’ir Hain Madinay Main Woh Turbat Hay  Naat Lyrics
  17. Al-madad, peeraan-e-peer ! Gaus-ul-aa’zam dast-geer !
  18. Nazar Ko Bax Do Aisa Asar GARIB NAWAZ  Naat Lyrics
  19. Kyunkar Na Merey Dil Main Hu Ulfat Rasool Ki
  20. Ahlan Wa Sahlan Marhaba Lyrics

Leave a comment