NABI KA JASHAN AAYA 

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Nabi ka Jashan Aaya, Chand Taaro Jhoomte Rehna

Nabi ke Naam Par Ae Namdaro, Jhoomte Rehna

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Jahan Mein Noor Le Kar Noor Wala Aane Wala Hai

Mere Hamrah Tum Bhi Dil Ke Taaro Jhoomte Rehna

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Marha Aaqa ki Amad, Marhaba, Daata ki Amad, Marhaba, Mola ki Amad, Marba

Malja Ki Amad, Aala Ki Amad Marhaba, Aula Ki Amad Marba,

Sohne Ki Amad Marhaba, Jaana Ki Amad Marhaba,

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Gali Koochay Saja Dena, Haray Jhanday Laga Dena

Gali Koochay Saja Dena, Haray Jhanday Laga Dena

Taqaza Ishq Ka Hai Mere Yaro Jhoomte Rehna

Taqaza Ishq Ka Hai Mere Yaro Jhoomte Rehna

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Nabi e Sarwar e Konain ki Amad ke Lamhon Mein

Durood e PAK Parte Parte Saare Jhoomte Rehna

Durood e PAK Parte Parte Saare Jhoomte Rehna

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Marha Aaqa ki Amad, Marhaba, Daata ki Amad, Marhaba, Mola ki Amad, Marba

Malja Ki Amad, Aala Ki Amad Marhaba, Aula Ki Amad Marba,

Sohne Ki Amad Marhaba, Jaana Ki Amad Marhaba,

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Masawat o Akhowat Ka Payaam e Dilnasheen Laaye

Khushi Mein ae Gareebo, Maaldaro jhoomte Rehna

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa

Woh aaye Gamkade Mein, Ek Khushi ki Roshni Phooti

Khuda Ke Shukar Mein, Ae Gam ke maaro Jhoomte Rehna

Marhaba marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa


Related Content

  1. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Naat
  2. Mere Aaka Mere Aaka Naat Lyrics
  3. Madine ka safar hai aur main namdeda namdeda
  4. Aane Walon Yeh To Batao Lyrics
  5. Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
  6. Ek Ajab Lutf Is Tarah Jeene Mein Hai  Naat Lyrics
  7. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat Lyrics
  8. Maine Rukh Kar Liya Madine Ka
  9. Tere Ishq Di Dolat
  10. ShaheMadina Naat Lyrics
  11. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
  12. Soo Ae Jannat Kohn Jaae Dar Tumhara Chor Kar
  13. Fariyad Gause Aazam  Naat Lyrics
  14. Sarkaare Ghaus E Azam, Nazre Karam Khudaara  Naat Lyrics
  15. Muje Mere Aaka Bulate Rahenge  Naat Lyrics
  16. Sultane Jahan Mehboobe Khuda Teri Shaano Shaukat Kya Kehna  Naat Lyrics
  17. Koi Aaye Koi Jaaye  Naat Lyrics
  18. Aseeron Ke Mushkil Kusha Ghous e Azam
  19. Manqabat E Taaj Ush Shariyath  Naat Lyrics
  20. REHAM KARO YA SHAH-E-DO AALAM

Leave a comment