Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala

Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala
Usey say hai Islam ka bola bala
Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala
Usey say hai Islam ka bola bala

Woh sar chashmai noor-e-fathghay mubeen hai
Wohi mash anayra hay azmo yakeen hai
Usey say hamaray dilon main ujala
Usey say hai Islam ka bola bala
Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala
Usey say hai Islam ka bola bala

Usey kay yeh gham par hai ahsaan saray
Kadam manzelaain chomtey hain hamaray
Usey nain andhayron say ham ko nikala
Usey say hai Islam ka bola bala
Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala
Usey say hai Islam ka bola bala

Sahara diya us kay naqshey qadam nain
Usey kee tawajo usey kay kadam nain
Zamanain kay girtay houon ko sanbhala
Usey say hai Islam ka bola bala
Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala
Usey say hai Islam ka bola bala

Usey kee mohabat hai iman-e-kamil
Usey say mila hum ko irfan-e-manzil
Usey nain hamain jada-e-haq pay dala
Usey say hai Islam ka bola bala
Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala
Usey say hai Islam ka bola bala

Sahara diya us kay naqshey qadam nain
Usey kee tawajo usey kay kadam nain
Zamanain kay girtay houon ko sanbhala
Usey say hai Islam ka bola bala

Usey kee mohabat hai iman-e-kamil
Usey say mila hum ko irfan-e-manzil
Usey nain hamain jada-e-haq pay dala
Usey say hai Islam ka bola bala
Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala
Usey say hai Islam ka bola bala


Related Content

  1. MERI BAAT BAN GAYI HAI
  2. Aa Gaye Sarkar Naat Lyrics
  3. MAIN MANGTA HAAN TERE ISHQ DA NAAT LYRICS
  4. Noorani Darbaar Madine Waale Ka
  5. Uchiyan Uchiyan Shaana 
  6. Aaka Ko Pukar Bande Aaka Pukar
  7. Meh Madine Chala (Naat Lyrics)
  8. Sirf Ek Baar  Naat Lyrics
  9. An Nabi Sallo Alaih  Naat Lyrics
  10. Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri
  11. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  12. Unka Mangta Hu Jo Mangta Nahi Hone Dete Naat Lyrics
  13. Sweet Madina Sweet Madina  Naat Lyrics
  14. TARON MEIN ROSHNI
  15. Lab Pe Aati Hai Dua Banke Tamanna Meri  Naat Lyrics
  16. Na Chedo Zirk E Jannat  Naat Lyrics
  17. Tala Al Badru Alayna  Naat Lyrics
  18. As Sub Hu Bada Min Talati Hii   Naat Lyrics
  19. Mustafa E Zaat E Yakta Aap Hain  Naat Lyrics
  20. BATIL KE JAB JAB BADLE HAI TEVAR NAAT LYRICS

Leave a comment