Mein Nazar Karoon Jaan O Jigar  Naat Lyrics

Mein Nazar Karoon Jaan o Jigar Kaisa Lagay Ga
Rakhdoon Dar-e-Sarkar Pay Sar Kaysa Lagay Ga 

Aa Jaye Muqaddar Se Mere Ghar Jo Shah-e-Dee(n)
Mein Kaysa Lagoon Ga Mera Ghar Kaysa Lagay Ga

Jab Door Say Hain Itna Haseen Gumbad-e-Khizra
Iss Paar Say Aisa hai Udher Kaysa Lagay Ga

Sarkaar Ne Darr Pe Tujhe Bulwaya Hain Mangte

Jab Koyi Mujhe Dega Khabar Kaisa Lagay Ga

Jis Haath Se Likhunga Muhammad Ka Qaseedah

Us Haath Me Jibreel Ka Par Kaisa Lagay Ga

Ghous Ul Wara Say Pooch Lo Aik Roz Ye Chal Kar
Baghdad Say Taiba Ka Safar Kaysa Lagay Ga

Rakh Lunga Imame Pe Jo Nalain E Muqaddas

Shaho Ke Muqabil Mera Sar Kaisa Lagega


Related Content

  1. Muflis E Zindagi Ab Na Samjhe Koi   Naat Lyrics
  2. YA TAIBA YA TAIBA
  3. Aao ke kare baate sarkar e do aalam ki
  4. As Sub Hu Bada Min Talati Hii   Naat Lyrics
  5. Tum Par Main Jan
  6. Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
  7. Aaqa Ke Ghulamo Ko Ab Eid Manane Do
  8. Noor Wala Aya Hai Naat Lyrics
  9. Aaya Ramzan ka Mahina Kafila chala soo-e-Madina lyrics
  10. Tajallia Ey Noor Fidam Ghaus E Azam  Naat Lyrics
  11. Tera Khaawan Main Tere Geet Gaawan, Ya Rasoolallah (Naat Lyrics)
  12. Rahmat Ka Hai Darwaza Khula
  13. Konain De Wali Da Darbar Bara Sohna  Naat Lyrics
  14. A’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi
  15. Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Naat Lyrics
  16. Raate Bhi Madine Kee Baate Bhi Madine Kee  Naat Lyrics
  17. Delhi Rajasthan Tumhara Ya Khwaja  Naat Lyrics
  18. Naatein Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  19. Bheeni Suhani Subh Mein Thandak Jigar Ki Hai  
  20. Apni Lagan Laga De

Leave a comment