Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Naat Lyrics

DEKAR KHUDA KO JAAN KI KIMAT NAAT LYRICSNajdi Ko Aaye Sharm Ye Bilkul Muhal Hai
Kyuki, Shaitan Ne Har Ek Ki Ghairat Khareed LiMashoor Kar Diya Mujhe Aaka Ki Naat Ne
Mene Nabi Ki Naat Se Shoharat Kharid Li

Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Khareed Li,
Har Ashike Rasool Ne Jannat Khareed Li.
Dekar Khuda Ko Jaan Ki.

Aaqa Ne Apni Zindagi Gurbat Me Kaat Kaat Kar,
Duniya Ke Har Gareeb Ki Gurbat Khareed Li.
Dekar Khuda Ko Jaan Ki.

Asgar Ke Us Tabassume Masoom Par Nisaar,
Ki Jisne Yazidiyo Ki Hukumat Khareed Li.
Dekar Khuda Ko Jaan Ki.

Ki Jisne Nabi Ki Yaad Ko Dil Me Basa Liya,
Samjho Ki Usne Khuld Ki Rahat Khareed Li.
Dekar Khuda Ko Jaan Ki.

Sao Baar Us Diwanae Sarkar Ko Salam,
Jisse Zobeda Bibi Ne Jannat Khareed Li.
Dekar Khuda Ko Jaan Ki.

Allāh Mustafa Ki Raza Ke Liye Asad,
Bazaare Mustafai Se Ummat Khareed Li
Dekar Khuda Ko Jaan Ki

Aur Mera Khehna Hai Ki,Mashoor Kar Diya Tumeh
Aaqa Ki Naat Ne.
Apne Nabi Ke Naat Se Duniya (Jannat) Khareed Li.

Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Khareed Li,
Har Ashike Rasool Ne Jannat Khareed Li.


Related Content

  1. Noor Se Apne Sarwar E Aalam  Naat Lyrics
  2. Sunni Musalman Mai Sunni Musalman  Naat Lyrics
  3. Ham Faqeeron Ko Madeene
  4. Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
  5. Tere Paak Naam Pe Aye Khuda Hamd Lyrics
  6. Mashgala Aisa Batao Ke Zara  Naat Lyrics
  7. karam phir rasule khuda kijiyega naat lyrics
  8. Karam Karam Mola
  9. Phir Ke Gali Gali Tabah  Naat Lyrics
  10. Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki  Naat Lyrics
  11. Munawwar Meri Aankhon Ko Mere Shamsud Duhaa Kar Dein  Naat Lyrics
  12. Do Jahaan Ke Waali Ka  Naat Lyrics
  13. Ae Maut Thehr Ja, Main Madine Tay Ja Lawan
  14. Kaba Lyrics
  15. Eidon Ki Hai Eid Aayi
  16. Baat Kar Madine Ki Naat Lyrics
  17. Kardo Allah Karam Ay Mere Shahe Umam
  18. AA GAYE MUZDA SHAFAAT KA SUNANE WALE
  19. Ham Dar-E-Aaqa Pay Sar Apna Jhuka Letay Hain   Naat Lyrics
  20. Chamane Taiba Mein Sumbul Jo Sawaare Gesu

Leave a comment