Mangate Hain Karam Unka Sada  Naat Lyrics

Mangte Hein Karam Unka Sada Mang  Rahe Hein

Mangte Hein Karam Unka Sada Mang  Rahe Hein

din raat madine ki dua mang  rahe hein

mangate hein karam unka ……………………

neamate kaunain hein dama main hamare

hum sadaka-ae mehbube khuda mang rahe hein

mangte hein karam unka ………………………..

yun kho gaye sarkar ke altafo karam main

ye bhi ke nahi hosh ke kya mang rahe hein

mangte hein karam unka ………………………..

sarkar ka sadaka mere sarkar ka sadaka

mohtajo gani shaho daga mang  rahe hein

mangte hein karam unka ………………………..

kam mang rahe hein na siwa mang rahe hein

jaisa hein gani aisi ataa mang rahe hein


Related Content

  1. Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare
  2. Har Nazar Kamp Uthegi Mehshar Ke Din   Naat Lyrics
  3. Mera Dil Tadap Raha Hai  Naat Lyrics
  4. Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics
  5. Tadap Raha Hu Madine Ki Haazri Ke Liye  Naat Lyrics
  6. Nazar Ko Bax Do Aisa Asar GARIB NAWAZ  Naat Lyrics
  7. Meh Madine Chala (Naat Lyrics)
  8. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye
  9. Jab Gunmbaday Khuzra Pae Woh Pehli Nazar Gae
  10. Wo Kaisa Sama Hoga Wo Kaisi Gharri Hogi (Naat Lyrics)
  11. Koyi Kya Jane Jo Tum Ho Khuda Hi Jaane Kya Tum Ho  Naat Lyrics
  12. Hum Dare Yaar Pe Dil Apna Jhuka Lete Hai  Naat Lyrics
  13. Na Kaleem Ka Tasawwur Na Khiyaal-E-Tur-E-Sinaa  Naat Lyrics
  14. Al Nabi Sallu Alai
  15. Woh Bhi Din Ayega Ek Bar
  16. Yeh Sab Tumahara Karam Hai Aqa
  17. Madine Ke Zaa-ir Salaam Unse Kehna  Naat Lyrics
  18. Ali Haidar ka gharana
  19. Nabi Ki Naat Ki Mahefil Sajana Hum Na Chhorenge  Naat Lyrics
  20. Raate Bhi Madine Kee Baate Bhi Madine Kee  Naat Lyrics

Leave a comment