Mubarak Tujhay Ho Arz-e-Madina

mubarak tujhey ho aey arzey Madina
Nabi ka sher hai, ye sher-e-Madina

Teray paas jab syed-e-do jahaan hain
Na kyun raksh-e-aflaaq ho phir Madina

Teray sabz gumbad pe alam fida hai
Falak jaisey chumey zameen-e-Madina

Teray zara zara nishaan-e-Nabi hai
Fida tujh pe mekhaak sher-e-Madina

Uhad ke ye daman mein khoon-e-shaheedaan
Sabaq de raha hai wafa-e-Madina

Nishani hai Islam ki azmaton ki
Sahaba ke qadmon se khak-e-Madina

Wafadarion par sahaba ke akhtar
hai tareekh roshan ye sher-e- Madina


Related Content

  1. Nabi Ka Jashn Aaya  Naat Lyrics
  2. Na Aasmaan Ko Yun Sar Kashida Hona Tha  Naat Lyrics
  3. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat
  4. Takdir Muje Lai Sarkar Ke Roze Par  Naat Lyrics
  5. Mainto Panjatan Ka Gulam Hu  Naat Lyrics
  6. sallay-ala-pukaro-sarkar-arahe-hain
  7. Bas Apne Dil Maen Madine ki
  8. Dardo Aalam Ke Mare
  9. labbaik_labbaik_Allahumma_labbaik_naat_lyrics
  10. Aaka Ko Pukar Bande Aaka Pukar
  11. A’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi
  12. Madani Madine Waale (Naat Lyrics)
  13. Allah Ke Huzoor Me Sar Ko Jhukaa Ke Dekh
  14. Sadkhe Me Mustafa Ke Madine Ko Jayeinge  Naat Lyrics
  15. Kaba Lyrics
  16. Ahlan Wa Sahlan Marhaba Lyrics
  17. Sar Sue Rouza Jhuka Phir Tujhko Kya  Naat Lyrics
  18. Mil Gaya Dar Tera Garib Nawaz  Naat Lyrics
  19. Madinah Deykhney Ki Aarazu Hai Meray Seenay Mein (Naat Lyrics)
  20. Noor Wala Aaya Hai Noor Lekar Aaya Hai

Leave a comment