Madinah Deykhney Ki Aarazu Hai Meray Seenay Mein (Naat Lyrics)

Madinah deykhney ki aarazu hai meray seenay mein
Ilahi! woh ghadi aaey keh mein pohonchun Madiney mein

Hai mukhda wa-Duhah ka, zulf hai wal-Layl ki Teri
Ghulaab-o-mushk sey barh kar hai bu Teray paseenay mein

Karein gey mujh sey aasi par bhi woh lutf ki baarish
nah tha yeh qiyaas mein meray, nah tha meray qareeney mein

Makeen-e-Ghunbad-e-Khazra! bula lo Apney qadmon mein
Teri doori key nishtar rowz-o-shab chubhtey hein seenay mein


Related Content

  1. Aankhon ka taara naame Muhammed
  2. An Nabi Sallo Alaih – Salawathullah Alaih
  3. Noor Wala Aya Hai
  4. Munawwar Meri Aankhon Ko Mere Shamsud Duhaa Kar Dein  Naat Lyrics
  5. Pir Mere Baghdaadi Ghaus Ul Anaam  Naat Lyrics
  6. Noor Ki Barsat Ka Alam Nirala Ho Gya (Naat Lyrics)
  7. Noorani Darbaar Madine Waale Ka
  8. Do jag de wich hoye ujaale,
  9. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein  Naat Lyrics
  10. Allah Ho Allah Ho Dum Ba Dum Allah Ho (Naat Lyrics)
  11. Ajmer ka safar ab mujko ata ho khwaja
  12. Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya
  13. Sahar Ka Waqt Hai Masum Kaliya Muskurati Hain  Naat Lyrics
  14. ALIF ALLAH CHAMBAY DE BOOTI
  15. Ae Saba Mustafa Se Kah Dena Gam Ke Mare Salam Kahte Hain Naat Lyrics
  16. Uchiyan Uchiyan Shaana 
  17. Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa
  18. Choote Na Kabhi Tera Daman ya khwaja moinuddin hassan
  19. Aakhri Lamhon Mein Kya Shehr O Biyabaan Dekhun
  20. La ilaha illa Ho- La ilaha illa Ho Lyrics

Leave a comment