Ya Habib e Ahmed Mujtaba Dil e Mubtala Ka Salam Lo

Assalatu wassalamu alaika Yarasool Allah
ya habib-e-ahmed-e-mujtaba dil-e-mubtala ka salam lo
jo wafa ki raah me kho gaya usi gum shuda ka salam lo

mai talab se baaz na aaunga tu karam ka haat badai ja
jo tere karam se hai aashna usi aashna ka salam lo

meri haazri ho madine me mile lutf mujh ko bhi jine me
tera noor ho mere sine me mere is duaa ka salam lo

koi mar raha hai bahisht par koi chahata hai kamal ko
mai tujhi ko chahu khuda kare meri is duaa ka salam lo

na gharaz kisi se na wasta mujhe kaam aap ne hi kaam se tere zikr se
tere fikr tere naam se bas mai tujhi ko chahu khuda kare meri is duaa ka salam lo

wo hussain jisne chidak ke khun chaman-e-wafa ko hara kiya
usi janisaro ka wasta ke har ek gadha ka salam lo

tamam auliya ke buland sar hai khadam pe jinke jhuke huve
usi pyare ghouse ka wasta ke har ek gadha ka salam lo

yehi roz-o-shab hai duaa-e-dil mai maru to tere diyar me
yehi muddua-e-hayat hai isi muddua ka salam lo


Related Content

  1. Mere Aaqa Aaye Jhoomo Mere Daata Aaye Jhoomo (Naat Lyrics)
  2. Tera Khaawan Main Tere Geet Gaawan, Ya Rasoolallah (Naat Lyrics)
  3. Milad Ka Mausam Aaya Hai  Naat Lyrics
  4. Salle Ala Nabiyena. Salle Ala Muhammadin
  5. Mustafa E Zaat E Yakta Aap Hain  Naat Lyrics
  6. AAJ DULHA BANA SHAHE AHMAD RAZA
  7. Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
  8. Dil Dard Se Bismil Ki Tarah Lot Raha Ho Naat Lyrics
  9. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat
  10. Muhammad Ke Ghulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Lyrics
  11. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi
  12. Azal Ki Khushboo Ho Jismein
  13. Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
  14. Aanay Walo Yay To Bataao Shehr Madina Kaisa Hai (Naat Lyrics)
  15. Noor ke motiyon ki larri ban gai
  16. Bighari Banaao Makki Madani  Naat Lyrics
  17. Kyunkar Na Merey Dil Main Hu Ulfat Rasool Ki
  18. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  19. Dil Pareshan Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  20. Farishtay Jis Kay Zaa’ir Hain Madinay Main Woh Turbat Hay  Naat Lyrics

Leave a comment