AAJ DULHA BANA SHAHE AHMAD RAZA
SHAHE AHMAD RAZA SHAHE AHMAD RAZA
DHOODH KA DOODH PAANI KA PANI KIYA
KISNE TERE SIWA SHAHE AHMAD RAZA
AHLE SUNNAT PE HAI BAARE AHSAAN TERA
NAIBE MUSTAFA SHAHE AHMAD RAZA
AASTAANA TERA CHOD JAAY KHAAN
TERE DAR KE GADA SHAHE AHMAD RAZA
MUJHKO JO KUCH MILA TERE DAR SE MILA
WAAH KYA HAI ATA SHAHE AHMAD RAZA
TERE MUSHTAAQE NADIDAH HAI SEKRO
MEHVE HUSNE LIQA SHAHE AHMAD RAZA
AYK ME KYA HAZAARO HAI SHAIDA TERE
BANDAGAANE KUDA SHAHE AHMAD RAZA
PUCHE ALLAH WALO SE RUTBA TERA
MARHABA MARHABA SHAHE AHMAD RAZA
SACH TO YE HAI KASOTI HAI IMAN KI
HAI KHARE SA KHARA SHAHE AHMAD RAZA
HAMSE KHOTO TO PUCHE NA PUCHE KOI
PUCHE AAQA MERA SHAHE AHMAD RAZA
GHUT GHUTA GHUTAKAR HASAD ME MARE
TERE DUSHMAN SADA SHAHE AHMAD RAZA
PUCHTE KYA FARISHTO HAI HUSNE AMAL
HAI YAHA KYA SIWA SHAHE AHMAD RAZA
KHOFE MEHSHAR AUR AYYUB RAZVI TUJHE
AAP LENGE BACHA SHAHE AHMAD RAZA
AAJ DULHA BANA SHAHE AHMAD RAZA
Related Content
- Habib-e-Khuda Ka Nazaara Karoon Mein Naat Lyrics
- Hum Dare Yaar Pe Dil Apna Jhuka Lete Hai Naat Lyrics
- Allaha Ha Ghar Kulde Ka Naqsha Nahie Dekha (Naat Lyrics)
- Muje Mere Aaka Bulate Rahenge Naat Lyrics
- Mim Madina Marehara Ki Kismat Naat Lyrics
- aaka ko pukar bande aaka pukar
- Jo Guzar Nasib Ho Aey Saba Kisi Din Diyaare Hijaaz Mein
- Har Waqt Tasaw’wur Mein Madine Ki Gali Ho Naat Lyrics
- Madine ka safar hai aur main namdeda namdeda
- Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara
- Konain De Wali Da Darbar Bara Sohna Naat Lyrics
- Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
- Mere Aaqa Aaye Jhoomo Mere Daata Aaye Jhoomo (Naat Lyrics)
- Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
- Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon (Naat Lyrics)
- Bigare Huwe Bante Hain Kam Madine Me Naat Lyrics
- Eh Sarware Duniya O Deen Naat Lyrics
- Sayyed Ne Karbala Main Waade Nibha Diye Hain
- Meri Jholi Main Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke Naat Lyrics
- Aye Naseeb Mere Naseeb Tu