Amina Ka Laal Aaya Lyrics

Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)Aaya, Amina Ka laal Aaya

Agaya woh noor wala, jis ki uchi shaan hai,
jis ki midhat main utara rabb ne ye Quran hai,
Amina (radi Allahu ‘anha) laal Aaya, Amina Ka laal Aaya

Ho bayan kaise fazeelat Amina ke chand ki,
Us ki to har har ada par bolta Quran hai,
Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya, Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya

Jo kaha mere Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ne woh hamesha sach howa,
ho bahoo tasleem karta aaj sciencedaan hai,
Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya, Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya

Amina (radi Allahu ‘anha)tuj ko mubarak tere ghar jalwa figan,
Aaj woh mah he risalat nabiyun ka sultan hai,
Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya, Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya


Related Content

  1. Mainto Panjatan Ka Gulam Hu  Naat Lyrics
  2. Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare
  3. Aik Talab Hai Aik Hi Khoo (Naat Lyrics)
  4. Takdir Muje Lai Sarkar Ke Roze Par  Naat Lyrics
  5. labbaik_labbaik_Allahumma_labbaik_naat_lyrics
  6. Aanay Walo Yay To Bataao Shehr Madina Kaisa Hai (Naat Lyrics)
  7. Kya Bayaan Azmatein Hon Teri Shaha
  8. Aaqa Ka Milad Aaya
  9. Karam Karte Hi Rehate Ho  Naat Lyrics
  10. Pesh E Haq Muzhda Shafa-at Ka Sunate Jaenge Lyrics
  11. Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics
  12. Tumhi Arsh Say Farsh Par Janay Walay (Naat Lyrics)
  13. Ek Baar Madine Me Ho Jaye Mere Jaana  Naat Lyrics
  14. Hamne Quraan Mai Parha Hai  Naat Lyrics
  15. AASMA GAR TERE TALWOON KA NAZARA KARTA
  16. Mera Dil Or Meri Jaan Naat Lyrics
  17. Nabi Ke Ishq Ne, Jis Ko Hasin Banaaya Hai
  18. Mera Dil Madina Bana De Ya Rasoolallah  Naat Lyrics
  19. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
  20. Mera Dil Tadap Raha Hai  Naat Lyrics

Leave a comment