Hamne Quraan Mai Parha Hai  Naat Lyrics

hamne quraan mai ye parha hai

pyaare aaka ka rotba bara hai

bage jannat ho ya arshe aazam

har jagah unka zanda garha hai

hai karam mujpe shahe zaman ka

naam lewa hu main panjatan ki

rang lai hai meri wafae

mustfa(saw) mere hajat rava hai

hamne quran mai ye ……………….

aa rahe hai madina ke dulha

sarpe taje safaat dhra hai

dekhiye hasr me har farista

hath bandhe adab se khara hai

hamne quran mai ye…………………

wo muhmmad (saw)  hai noore khuda hai

ye na samazo khud se bara hai

darmiya me ahad or ahmad(saw)

mim ka ek parda para hai

hamne quraan mai ye…………………

raat mearaaz ki keh rahi hai

panv chume hai taro ne inke

tajdare madina ke aage

aasama ko bhi zukna para hai

hamne quraan mai ye…………………

taybah wale muhmmad (saw) ki azamat

char yaro se zahir hai ‘anwar’

mil gai hai use badshahi

unke kadmo pe jo gir para hai

hamne quraan mai ye…………………


Related Content

  1. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  2. Sabke Hajat Rawa Garib Nawaj  Naat Lyrics
  3. Lab Per Naat-e-Pak Ka Naghma  Naat Lyrics
  4. Bulalo Phir Mujhay Ae Shah-e-Behrobar
  5. Aao aao sar ko jhukayen Aaqa ka rauza nazar aagaya
  6. Ae Noor-e-mujjassim
  7. Mujhe Tohfay Mein Mila Ramzan Lyrics
  8. Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai  Naat Lyrics
  9. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
  10. Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Naat Lyrics
  11. AAJ ASHK MERI NAAT SONAA?E TO AJAB KYA
  12. Bheeni Suhani Subh Mein Thandak Jigar Ki Hai  
  13. Noor Wala Aya Hai
  14. Noor Wala Aya Hai Naat Lyrics
  15. Dil Ki Duniya Ko Sajao Aaqa  Naat Lyrics
  16. Aseeron Ke Mushkil Kusha Ghous e Azam
  17. Un Ka Jo Ghulaam Hogaye (Naat Lyrics)
  18. Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah
  19. Mere Aaqa Aao Ke Muddat Hoi Hai
  20. Munawwar Meri Aankhon ko Naat Lyrics

Leave a comment